• Skip to main content
  • Skip to secondary menu
  • Skip to primary sidebar
  • Skip to secondary sidebar
  • Contact
  • disclaimer
  • Privacy Policy
  • Terms of Use
Urdu Poet

Urdu Poet

Read the Classic Poetry

  • Ghazal
  • Nazm
  • Qita
  • Short Stories
You are here: Home / Ghazal / Nahin Samjhi Thi Jo Samjha Rahi Hun

Nahin Samjhi Thi Jo Samjha Rahi Hun

fatima-hasan

nahin samjhi thi jo samjha rahi huun

ab uljhi huun to khulti ja rahi huun

bahut gahri hai us ki khamushi bhi

main apne qad ko chhota pa rahi huun

umand aaya hai shor auron ke ghar se

dariche khol ke pachhta rahi huun

hujum itna ki chehre bhuul jaun

bisat-e-zat ko phaila rahi huun

ye manzar puchhte hain mujh se aksar

kahan se aai huun kyuun ja rahi huun

agar sach hai to phir sabit karo tum

main apne aap ko jhutla rahi huun

Filed Under: Ghazal Tagged With: Women Poets

Reader Interactions

Leave a Reply Cancel reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *

Primary Sidebar

Poet Type

  • Classic Poet
  • Sufi Poet
  • Top Rated Poet
  • Women Poets
  • Young Poets

Popular Ghazal

poet

Kise Shuur Hai Yun zaKHm-E-Dil Dikhane Ka

Baz Auqat Faraghat Mein Ek Aisa Lamha Aata Hai

poet

Tum Khub Udate Raho Khaka Mere dil Ka

Kash Ek Shab Ke Liye KHud Ko Mayassar Ho Jaen

Sheikh Saadi

Story 17 – The Manners Of Kings – Gulistaan-e-Sa.Adii

Secondary Sidebar

Famous Poet

  • Adil Mansuri
  • Ahmad Faraz
  • Ahmad Nadeem Qasmi
  • Akbar Allahabadi
  • Akhtar Shirani
  • Akhtar-ul-Iman
  • Ali Sardar Jafri
  • Allama Iqbal
  • Ameer Minai
  • Asrarul Haq Majaz
  • Bahadur Shah Zafar
  • Bashar Nawaz
  • Bashir Badr
  • Dagh Dehlvi
  • Etibar Sajid
  • Faiz Ahmad Faiz
  • Firaq Gorakhpuri
  • Hasrat Mohani
  • Jaun Eliya
  • Jigar Moradabadi
  • Kaifi Azmi
  • Khumar Barabankavi
  • Majrooh Sultanpuri
  • Meer Taqi Meer
  • Mirza Ghalib
  • Muneer Niyazi
  • Nasir Kazmi
  • Nida Fazli
  • Pirzada Qasim
  • Qateel Shifai
  • Sahir Ludhianvi
  • Saleem Kausar
  • Shakeel Badayuni
  • Shahryar
  • Waseem Barelvi
  • Zafar Iqbal

Copyright © 2022 ยท Urdu Poet