• Skip to main content
  • Skip to secondary menu
  • Skip to primary sidebar
  • Skip to secondary sidebar
  • Contact
  • disclaimer
  • Privacy Policy
  • Terms of Use
Urdu Poet

Urdu Poet

Read the Classic Poetry

  • Ghazal
  • Nazm
  • Qita
  • Short Stories
You are here: Home / Ghazal / Kal Mujhe Dekh Ke Tha Aaina Chaunka Jaise

Kal Mujhe Dekh Ke Tha Aaina Chaunka Jaise

kal mujhe dekh ke tha aa.ina chaunka jaise

mere chehre men chhupa ho koi chehra jaise

ham-kalami bhi miTati nahin duuri ki ḳhalij

beach se TuuT gaya dard ka rishta jaise

lahr halki si fazaon men jo ubhri Duubi

dard ki shaḳh se TuuTa koi patta jaise

kitne bikhre hue ḳhvabon ka khanDar lagta hai

vaqt ne de diya us shaḳhs ko dhoka jaise

dil ko chhuti hui yuun dard ki lahren guzrin

phir koi jhiil men lagta hai ki Duuba jaise

yuun har ik fard-e-tahayyur ki hai tasvir ‘shamim’

shahr men rasta bhula hua bachcha jaise

Filed Under: Ghazal Tagged With: Urdu Poet

Reader Interactions

Leave a Reply Cancel reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *

Primary Sidebar

Poet Type

  • Classic Poet
  • Sufi Poet
  • Top Rated Poet
  • Women Poets
  • Young Poets

Popular Ghazal

poet

Ba-Sad Aarzu Jo Wo Aaya To Ye Hijab-E-Ishq Se Haal Tha

poet

Dila Ye Mai-Kada-E-Ishq Hai Sharab Tu Pi

Jalte Hue Kuchh Soch Ke Ek Pal Ko Ruka Tha

Musibat Sar Se Talti Ja Rahi Hai

poet

Tumhaare Aastan Tak Aa Gae Hain

Secondary Sidebar

Famous Poet

  • Adil Mansuri
  • Ahmad Faraz
  • Ahmad Nadeem Qasmi
  • Akbar Allahabadi
  • Akhtar Shirani
  • Akhtar-ul-Iman
  • Ali Sardar Jafri
  • Allama Iqbal
  • Ameer Minai
  • Asrarul Haq Majaz
  • Bahadur Shah Zafar
  • Bashar Nawaz
  • Bashir Badr
  • Dagh Dehlvi
  • Etibar Sajid
  • Faiz Ahmad Faiz
  • Firaq Gorakhpuri
  • Hasrat Mohani
  • Jaun Eliya
  • Jigar Moradabadi
  • Kaifi Azmi
  • Khumar Barabankavi
  • Majrooh Sultanpuri
  • Meer Taqi Meer
  • Mirza Ghalib
  • Muneer Niyazi
  • Nasir Kazmi
  • Nida Fazli
  • Pirzada Qasim
  • Qateel Shifai
  • Sahir Ludhianvi
  • Saleem Kausar
  • Shakeel Badayuni
  • Shahryar
  • Waseem Barelvi
  • Zafar Iqbal

Copyright © 2023 · Urdu Poet