• Skip to main content
  • Skip to secondary menu
  • Skip to primary sidebar
  • Skip to secondary sidebar
  • Contact
  • disclaimer
  • Privacy Policy
  • Terms of Use
Urdu Poet

Urdu Poet

Read the Classic Poetry

  • Ghazal
  • Nazm
  • Qita
  • Short Stories
You are here: Home / Ghazal / Kajal Udas Hai To Hain Be-Kal Si Chudiyan

Kajal Udas Hai To Hain Be-Kal Si Chudiyan

dua-ali

kajal udaas hai to hain be-kal si chudiyan

tum ko bula rahi hain ye chanchal si chudiyan

savan ki mujh ko pyaas hai pyasi huun misl ret

tujh par baras rahi hain ye badal si chudiyan

karti hain khuub shor na sone ye mujh ko den

divani ho gai hain ye pagal si chudiyan

dekho khanak rahi hain ye khamoshiyon men bhi

ankhon men saj rahi hain ye jal-thal si chudiyan

pal pal ye chhu rahi hain mira jism aur badan

karti hain mujh ko tang ye sanval si chudiyan

ai shah-e-dil suhag nishani hamari hain

pyari hain mujh ko jaan se purple si chudiyan

khushbu mire badan ki churati hain roz-o-shab

dekho ‘dua’ kamal hain sandal si chudiyan

Filed Under: Ghazal Tagged With: Women Poets

Reader Interactions

Leave a Reply Cancel reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *

Primary Sidebar

Poet Type

  • Classic Poet
  • Sufi Poet
  • Top Rated Poet
  • Women Poets
  • Young Poets

Popular Ghazal

Sisak Lete Hain Gahe Nala-O-Zari Nahin Karte

poet

Lab-E-KHamosh Ko Arman-E-Guftugu Hi Sahi

bashar-nawaz

Chheda Zara Saba Ne To Gulnar Ho Gae

poet

Ai Mard-E-Khuda Ho Tu Parastar Butan Ka

Hosh Us Ka Hai Be-KHudi Uski

Secondary Sidebar

Famous Poet

  • Adil Mansuri
  • Ahmad Faraz
  • Ahmad Nadeem Qasmi
  • Akbar Allahabadi
  • Akhtar Shirani
  • Akhtar-ul-Iman
  • Ali Sardar Jafri
  • Allama Iqbal
  • Ameer Minai
  • Asrarul Haq Majaz
  • Bahadur Shah Zafar
  • Bashar Nawaz
  • Bashir Badr
  • Dagh Dehlvi
  • Etibar Sajid
  • Faiz Ahmad Faiz
  • Firaq Gorakhpuri
  • Hasrat Mohani
  • Jaun Eliya
  • Jigar Moradabadi
  • Kaifi Azmi
  • Khumar Barabankavi
  • Majrooh Sultanpuri
  • Meer Taqi Meer
  • Mirza Ghalib
  • Muneer Niyazi
  • Nasir Kazmi
  • Nida Fazli
  • Pirzada Qasim
  • Qateel Shifai
  • Sahir Ludhianvi
  • Saleem Kausar
  • Shakeel Badayuni
  • Shahryar
  • Waseem Barelvi
  • Zafar Iqbal

Copyright © 2023 ยท Urdu Poet