• Skip to main content
  • Skip to secondary menu
  • Skip to primary sidebar
  • Skip to secondary sidebar
  • Contact
  • disclaimer
  • Privacy Policy
  • Terms of Use
Urdu Poet

Urdu Poet

Read the Classic Poetry

  • Ghazal
  • Nazm
  • Qita
  • Short Stories
You are here: Home / Ghazal / Kaisi Kaisi Rah Mein diwaren Karte Hain Hail Log

Kaisi Kaisi Rah Mein diwaren Karte Hain Hail Log

aabid-adeeb

kaisi kaisi raah men divaren karte hain haail log

phir bhi manzil pa lete hain ham jaise zinda dil log

vo dekho sagar garja tufan utha nayya duubi

aur tamasha dekh rahe hain baithe sahil sahil log

bazm saja kar bhent kiye hain hamdardi ke chand alfaz

mera dukhda baant rahe hain mere gham men shamil log

basti basti ghuum rahe hain bhiid bhare chaurahon par

ujle ujle pahnaon men chehre badle qatil log

tuut chalengi sab ashaen tab hi jivan raas aaega

kuchh din aur kasenge ham par taane mahfil mahfil log

kitni ummidon ki shamen jalte hi bujh jaati hain

ab bhi an-chahe chhati par dhar hi dete hain sil log

barf ke aina-khanon men shoalon ka singar karenge

aivanon men aish mana kar tadpenge patthar dil log

Filed Under: Ghazal Tagged With: Urdu Poet

Reader Interactions

Leave a Reply Cancel reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *

Primary Sidebar

Poet Type

  • Classic Poet
  • Sufi Poet
  • Top Rated Poet
  • Women Poets
  • Young Poets

Popular Ghazal

Tha Magar Itna Ziyaada to Junun-KHez Na Tha

jaun-eliya

Ek Guman Ka Haal Hai Aur Faqat Guman Mein Hai

poet

Raat-Bhar Jage Sawere so Gae

poet

Baithe To Pas Hain Par Aankh Utha Sakte Nahin

poet

Nigahon Mein Iqrar Sare Hue Hain

Secondary Sidebar

Famous Poet

  • Adil Mansuri
  • Ahmad Faraz
  • Ahmad Nadeem Qasmi
  • Akbar Allahabadi
  • Akhtar Shirani
  • Akhtar-ul-Iman
  • Ali Sardar Jafri
  • Allama Iqbal
  • Ameer Minai
  • Asrarul Haq Majaz
  • Bahadur Shah Zafar
  • Bashar Nawaz
  • Bashir Badr
  • Dagh Dehlvi
  • Etibar Sajid
  • Faiz Ahmad Faiz
  • Firaq Gorakhpuri
  • Hasrat Mohani
  • Jaun Eliya
  • Jigar Moradabadi
  • Kaifi Azmi
  • Khumar Barabankavi
  • Majrooh Sultanpuri
  • Meer Taqi Meer
  • Mirza Ghalib
  • Muneer Niyazi
  • Nasir Kazmi
  • Nida Fazli
  • Pirzada Qasim
  • Qateel Shifai
  • Sahir Ludhianvi
  • Saleem Kausar
  • Shakeel Badayuni
  • Shahryar
  • Waseem Barelvi
  • Zafar Iqbal

Copyright © 2023 ยท Urdu Poet