• Skip to main content
  • Skip to secondary menu
  • Skip to primary sidebar
  • Skip to secondary sidebar
  • Contact
  • disclaimer
  • Privacy Policy
  • Terms of Use
Urdu Poet

Urdu Poet

Read the Classic Poetry

  • Ghazal
  • Nazm
  • Qita
  • Short Stories
You are here: Home / Ghazal / Kaise Kahen Ki Kaise Guzari Hai Zindagi

Kaise Kahen Ki Kaise Guzari Hai Zindagi

kaise kahen ki kaise guzari hai zindagi

kya bojh thi ki sar se utari hai zindagi

maqtal the gaam gaam ye rasta tavil tha

apne lahu se ham ne sanvari hai zindagi

karti hai ḳhud talash ye kanTon ka rasta

is vaste sukun se aari hai zindagi

qaa.em hai ek fasla donon ke darmiyan

shak aur yaqin ke saath ab jaari hai zindagi

main janti huun zindagi hai karb-o-iztirab

sanson ke bojh se baḌi bhari hai zindagi

‘shahin’ apni haar par hai mutma.in ki bas

ik jiit ke liye hi to haari hai zindagi

Filed Under: Ghazal Tagged With: Urdu Poet

Reader Interactions

Leave a Reply Cancel reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *

Primary Sidebar

Poet Type

  • Classic Poet
  • Sufi Poet
  • Top Rated Poet
  • Women Poets
  • Young Poets

Popular Ghazal

rehana-roohi

Ye Soch Kar Na Phir Kabhi Tujhko Pukara dost

Aawargan-E-Shauq Sabhi Ghar Ke Ho Gae

aatish-indori

Kya Hai Unchai Mohabbat Ki Batate Jao

Tumne Hamara Sath Diya to KHud Ko Hum Pa Jaenge

Sufi

Zard Mausam Ki Hawaon Mein Khada Hun Main Bhi

Secondary Sidebar

Famous Poet

  • Adil Mansuri
  • Ahmad Faraz
  • Ahmad Nadeem Qasmi
  • Akbar Allahabadi
  • Akhtar Shirani
  • Akhtar-ul-Iman
  • Ali Sardar Jafri
  • Allama Iqbal
  • Ameer Minai
  • Asrarul Haq Majaz
  • Bahadur Shah Zafar
  • Bashar Nawaz
  • Bashir Badr
  • Dagh Dehlvi
  • Etibar Sajid
  • Faiz Ahmad Faiz
  • Firaq Gorakhpuri
  • Hasrat Mohani
  • Jaun Eliya
  • Jigar Moradabadi
  • Kaifi Azmi
  • Khumar Barabankavi
  • Majrooh Sultanpuri
  • Meer Taqi Meer
  • Mirza Ghalib
  • Muneer Niyazi
  • Nasir Kazmi
  • Nida Fazli
  • Pirzada Qasim
  • Qateel Shifai
  • Sahir Ludhianvi
  • Saleem Kausar
  • Shakeel Badayuni
  • Shahryar
  • Waseem Barelvi
  • Zafar Iqbal

Copyright © 2023 · Urdu Poet