• Skip to main content
  • Skip to secondary menu
  • Skip to primary sidebar
  • Skip to secondary sidebar
  • Contact
  • disclaimer
  • Privacy Policy
  • Terms of Use
Urdu Poet

Urdu Poet

Read the Classic Poetry

  • Ghazal
  • Nazm
  • Qita
  • Short Stories
You are here: Home / Ghazal / Wo Sar-E-Sham Gae Hijr Ki Hai Raat Shurua

Wo Sar-E-Sham Gae Hijr Ki Hai Raat Shurua

poet

vo sar-e-sham ga.e hijr ki hai raat shurua

ashk jaari hain hua mausam-e-barsat shurua

jazba-e-dil ne mire kuchh to kari hai tasir

phir hue un ke jo altaf-o-inayat shurua

mujh ko dikhlao na tum rang-e-hina us ko jalao

bhejni jis ne kari tum ko ye saughat shurua

kabhu vahshat kabhu shiddat kabhu gham ki kasrat

ki jo pahle the hue phir vo hi halat shurua

log nazron pe chaḌhate hain ḳhuda ḳhair kare

phir na.e sar se hai ki us ne mulaqat shurua

hijr ki shab ye qayamat hai kaTi ai ‘tanvir’

sub.h ho jaa.e karo aisi koi baat shurua

Filed Under: Ghazal Tagged With: Urdu Poet

Reader Interactions

Leave a Reply Cancel reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *

Primary Sidebar

Poet Type

  • Classic Poet
  • Sufi Poet
  • Top Rated Poet
  • Women Poets
  • Young Poets

Popular Ghazal

tanveer-anjum

Suraj Sara Shahr daraata Rahta Hai

nida-fazli

Har Chamakti Qurbat Mein Ek Fasla dekhun

Sufi

Pyar Ke Tohfe

asrarul-haq-majaz

Wo Naqab Aap Se Uth Jae To Kuchh dur Nahin

sauda-mohammad-rafi

Kahte Hain Log Yar Ka Abru Phadak Gaya

Secondary Sidebar

Famous Poet

  • Adil Mansuri
  • Ahmad Faraz
  • Ahmad Nadeem Qasmi
  • Akbar Allahabadi
  • Akhtar Shirani
  • Akhtar-ul-Iman
  • Ali Sardar Jafri
  • Allama Iqbal
  • Ameer Minai
  • Asrarul Haq Majaz
  • Bahadur Shah Zafar
  • Bashar Nawaz
  • Bashir Badr
  • Dagh Dehlvi
  • Etibar Sajid
  • Faiz Ahmad Faiz
  • Firaq Gorakhpuri
  • Hasrat Mohani
  • Jaun Eliya
  • Jigar Moradabadi
  • Kaifi Azmi
  • Khumar Barabankavi
  • Majrooh Sultanpuri
  • Meer Taqi Meer
  • Mirza Ghalib
  • Muneer Niyazi
  • Nasir Kazmi
  • Nida Fazli
  • Pirzada Qasim
  • Qateel Shifai
  • Sahir Ludhianvi
  • Saleem Kausar
  • Shakeel Badayuni
  • Shahryar
  • Waseem Barelvi
  • Zafar Iqbal

Copyright © 2023 · Urdu Poet