• Skip to main content
  • Skip to secondary menu
  • Skip to primary sidebar
  • Skip to secondary sidebar
  • Contact
  • disclaimer
  • Privacy Policy
  • Terms of Use
Urdu Poet

Urdu Poet

Read the Classic Poetry

  • Ghazal
  • Nazm
  • Qita
  • Short Stories
You are here: Home / Ghazal / Kaise Duniya Ka Jaeza Kiya Jae

Kaise Duniya Ka Jaeza Kiya Jae

kaise duniya ka ja.eza kiya jaa.e

dhyan tujh se agar haTa liya jaa.e

tez andhi men ye bhi kaafi hai

peḌ tasvir men bacha liya jaa.e

ham jise chahen apna kahte rahen

vahi apna hai jis ko pa liya jaa.e

ek hone ki qasmen khaa.i jaa.en

aur aḳhir men kuchh diya liya jaa.e

zindagi maut ke dariche ko

ek parda hai jab uTha liya jaa.e

kyuun na aaj apni bebasi ka ‘faragh’

duur se baiTh kar maza liya jaa.e

Filed Under: Ghazal Tagged With: Urdu Poet

Reader Interactions

Leave a Reply Cancel reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *

Primary Sidebar

Poet Type

  • Classic Poet
  • Sufi Poet
  • Top Rated Poet
  • Women Poets
  • Young Poets

Popular Ghazal

Kis Ki Ye Siyasat Hai Kis Ki Hain Ye Tadbiren

siraj-aurangabadi

Har Har Waraq Pe Kyun Ki Likhun dastan-E-Hijr

poet

Chaar din Hai Ye Jawani Na Bahut Josh Mein Aa

Sabab Talash Na Kar Bas Yunhi Hai Ye Duniya

poet

Mange Hai Tere Milne Ko Be-Tarah Se Dil Aaj

Secondary Sidebar

Famous Poet

  • Adil Mansuri
  • Ahmad Faraz
  • Ahmad Nadeem Qasmi
  • Akbar Allahabadi
  • Akhtar Shirani
  • Akhtar-ul-Iman
  • Ali Sardar Jafri
  • Allama Iqbal
  • Ameer Minai
  • Asrarul Haq Majaz
  • Bahadur Shah Zafar
  • Bashar Nawaz
  • Bashir Badr
  • Dagh Dehlvi
  • Etibar Sajid
  • Faiz Ahmad Faiz
  • Firaq Gorakhpuri
  • Hasrat Mohani
  • Jaun Eliya
  • Jigar Moradabadi
  • Kaifi Azmi
  • Khumar Barabankavi
  • Majrooh Sultanpuri
  • Meer Taqi Meer
  • Mirza Ghalib
  • Muneer Niyazi
  • Nasir Kazmi
  • Nida Fazli
  • Pirzada Qasim
  • Qateel Shifai
  • Sahir Ludhianvi
  • Saleem Kausar
  • Shakeel Badayuni
  • Shahryar
  • Waseem Barelvi
  • Zafar Iqbal

Copyright © 2023 · Urdu Poet