• Skip to main content
  • Skip to secondary menu
  • Skip to primary sidebar
  • Skip to secondary sidebar
  • Contact
  • disclaimer
  • Privacy Policy
  • Terms of Use
Urdu Poet

Urdu Poet

Read the Classic Poetry

  • Ghazal
  • Nazm
  • Qita
  • Short Stories
You are here: Home / Ghazal / Kaisa Ajib Aaya Hai Is Sal Ka bajaT

Kaisa Ajib Aaya Hai Is Sal Ka bajaT

kaisa ajiib aaya hai is saal ka bajaT

murghi ka jo bajaT hai vahi daal ka bajaT

jitni hai ik clerk ki tanḳhvah aaj kal

utna hai begamat ke ik gaal ka bajaT

sirf ek din men biis musafir hue halak

hazir hai sa.in gulshan-e-iqbal ka bajaT

T.v ka ye mazaq adibon ke saath hai

sha.er se dugna rakh diya qavval ka bajaT

bichhḌe the jab ye log mahina tha june ka

sohni bana rahi thi mahinval ka bajaT

damad ko nikal ke jab bhi hua hai pesh

salon ne paas kar diya sasural ka bajaT

bikti hai ab kitab bhi cassette ke rate pe

kaise banega ‘ghalib’ o ‘iqbal’ ka bajaT

maan kah rahi thi rang lipstick ke dekh kar

chaT kar diya bahu ne mire laal ka bajaT

donon bane hain ba.is-e-taklif aj-kal

‘is.haq’-Dar aur na.e saal ka bajaT

Filed Under: Ghazal Tagged With: Urdu Poet

Reader Interactions

Leave a Reply Cancel reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *

Primary Sidebar

Poet Type

  • Classic Poet
  • Sufi Poet
  • Top Rated Poet
  • Women Poets
  • Young Poets

Popular Ghazal

obaidullah-aleem

Nigar-E-Subh Ki Ummid Mein Pighalte Hue

poet

Awwal To Main Rukta Nahin Aur Jis Se Rukun Main

Chashm-E-Nam Karti Rahi Ashk Se Fariyaad Raqam

Jo Maut Hai Zindagi Ke Pichhe to Maut Ke Pichhe Zindagi Kyon

Hai Mere Gird Yaqinan Kahin Hisar Sa Kuchh

Secondary Sidebar

Famous Poet

  • Adil Mansuri
  • Ahmad Faraz
  • Ahmad Nadeem Qasmi
  • Akbar Allahabadi
  • Akhtar Shirani
  • Akhtar-ul-Iman
  • Ali Sardar Jafri
  • Allama Iqbal
  • Ameer Minai
  • Asrarul Haq Majaz
  • Bahadur Shah Zafar
  • Bashar Nawaz
  • Bashir Badr
  • Dagh Dehlvi
  • Etibar Sajid
  • Faiz Ahmad Faiz
  • Firaq Gorakhpuri
  • Hasrat Mohani
  • Jaun Eliya
  • Jigar Moradabadi
  • Kaifi Azmi
  • Khumar Barabankavi
  • Majrooh Sultanpuri
  • Meer Taqi Meer
  • Mirza Ghalib
  • Muneer Niyazi
  • Nasir Kazmi
  • Nida Fazli
  • Pirzada Qasim
  • Qateel Shifai
  • Sahir Ludhianvi
  • Saleem Kausar
  • Shakeel Badayuni
  • Shahryar
  • Waseem Barelvi
  • Zafar Iqbal

Copyright © 2022 · Urdu Poet