• Skip to main content
  • Skip to secondary menu
  • Skip to primary sidebar
  • Skip to secondary sidebar
  • Contact
  • disclaimer
  • Privacy Policy
  • Terms of Use
Urdu Poet

Urdu Poet

Read the Classic Poetry

  • Ghazal
  • Nazm
  • Qita
  • Short Stories
You are here: Home / Ghazal / Kaifiyat Kya Thi Yahan Aalam-e-Gham Se Pahle

Kaifiyat Kya Thi Yahan Aalam-e-Gham Se Pahle

akhtar-ansari-akbarabadi

kaifiyat kya thi yahan alam-e-gham se pahle

kaun aaya tha tiri bazm men ham se pahle

sab karam hai tire andaz-e-sitam se ai dost

zauq-e-gham dil ko na tha tere sitam se pahle

bandagi teri ḳhudai se bahut hai aage

naqsh-e-sajda hai tire naqsh-e-qadam se pahle

qalb-e-insan ko hai ab phir usi aalam ki talash

teri mahfil thi jahan dair-o-haram se pahle

ham se mansur zamane men kahan hain ‘aḳhtar’

daar tak aa nahin sakta koi ham se pahle

Filed Under: Ghazal Tagged With: Urdu Poet

Reader Interactions

Leave a Reply Cancel reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *

Primary Sidebar

Poet Type

  • Classic Poet
  • Sufi Poet
  • Top Rated Poet
  • Women Poets
  • Young Poets

Popular Ghazal

Pani Ko Aag Kah Ke Mukar Jaana Chahiye

abdul-hamid

Kitni Mahbub Thi Zindagi Kuchh Nahin Kuchh Nahin

Main Shajar Hun Aur Ek Patta Hai Tu

Din Munh Khole Gati Dhup

Kabhi to Is Aab-O-Hawa Ko Badal Kar

Secondary Sidebar

Famous Poet

  • Adil Mansuri
  • Ahmad Faraz
  • Ahmad Nadeem Qasmi
  • Akbar Allahabadi
  • Akhtar Shirani
  • Akhtar-ul-Iman
  • Ali Sardar Jafri
  • Allama Iqbal
  • Ameer Minai
  • Asrarul Haq Majaz
  • Bahadur Shah Zafar
  • Bashar Nawaz
  • Bashir Badr
  • Dagh Dehlvi
  • Etibar Sajid
  • Faiz Ahmad Faiz
  • Firaq Gorakhpuri
  • Hasrat Mohani
  • Jaun Eliya
  • Jigar Moradabadi
  • Kaifi Azmi
  • Khumar Barabankavi
  • Majrooh Sultanpuri
  • Meer Taqi Meer
  • Mirza Ghalib
  • Muneer Niyazi
  • Nasir Kazmi
  • Nida Fazli
  • Pirzada Qasim
  • Qateel Shifai
  • Sahir Ludhianvi
  • Saleem Kausar
  • Shakeel Badayuni
  • Shahryar
  • Waseem Barelvi
  • Zafar Iqbal

Copyright © 2023 · Urdu Poet