• Skip to main content
  • Skip to secondary menu
  • Skip to primary sidebar
  • Skip to secondary sidebar
  • Contact
  • disclaimer
  • Privacy Policy
  • Terms of Use
Urdu Poet

Urdu Poet

Read the Classic Poetry

  • Ghazal
  • Nazm
  • Qita
  • Short Stories
You are here: Home / Ghazal / Nagri Nagri Phira Musafir Ghar Ka Rasta Bhul Gaya

Nagri Nagri Phira Musafir Ghar Ka Rasta Bhul Gaya

nagri nagri phira musafir ghar ka rasta bhuul gaya

kya hai tera kya hai mera apna paraya bhuul gaya

kya bhula kaise bhula kyuun puchhte ho bas yuun samjho

karan dosh nahin hai koi bhula bhala bhuul gaya

kaise din the kaisi raten kaisi baten ghaten thiin

man balak hai pahle pyaar ka sundar sapna bhuul gaya

andhiyare se ek kiran ne jhank ke dekha sharma.i

dhundli chhab to yaad rahi kaisa tha chehra bhuul gaya

yaad ke pher men aa kar dil par aisi kaari choT lagi

dukh men sukh hai sukh men dukh hai bhed ye nyara bhuul gaya

ek nazar ki ek hi pal ki baat hai Dori sanson ki

ek nazar ka nuur miTa jab ik pal biita bhuul gaya

sujh-bujh ki baat nahin hai man-mauji hai mastana

lahr lahr se ja sar paTka sagar gahra bhuul gaya

Filed Under: Ghazal Tagged With: Urdu Poet

Reader Interactions

Leave a Reply Cancel reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *

Primary Sidebar

Poet Type

  • Classic Poet
  • Sufi Poet
  • Top Rated Poet
  • Women Poets
  • Young Poets

Popular Ghazal

Jis Ne Nafrat Hi Mujhe Di Na Zafar Pyar Diya

Phul Se Masum Bachchon Ki Zaban Ho Jaenge

poet

Jo Shikayat-E-Gham-E-Zindagi Kabhi Lab Par Apne Na La Sake

Hijr Kahte Hain Kise Ye Kya Kisi Se Puchhna

muneer-niyazi

Khwab-O-Khayal-E-Gul Se Kidhar Jae Aadmi

Secondary Sidebar

Famous Poet

  • Adil Mansuri
  • Ahmad Faraz
  • Ahmad Nadeem Qasmi
  • Akbar Allahabadi
  • Akhtar Shirani
  • Akhtar-ul-Iman
  • Ali Sardar Jafri
  • Allama Iqbal
  • Ameer Minai
  • Asrarul Haq Majaz
  • Bahadur Shah Zafar
  • Bashar Nawaz
  • Bashir Badr
  • Dagh Dehlvi
  • Etibar Sajid
  • Faiz Ahmad Faiz
  • Firaq Gorakhpuri
  • Hasrat Mohani
  • Jaun Eliya
  • Jigar Moradabadi
  • Kaifi Azmi
  • Khumar Barabankavi
  • Majrooh Sultanpuri
  • Meer Taqi Meer
  • Mirza Ghalib
  • Muneer Niyazi
  • Nasir Kazmi
  • Nida Fazli
  • Pirzada Qasim
  • Qateel Shifai
  • Sahir Ludhianvi
  • Saleem Kausar
  • Shakeel Badayuni
  • Shahryar
  • Waseem Barelvi
  • Zafar Iqbal

Copyright © 2023 ยท Urdu Poet