• Skip to main content
  • Skip to secondary menu
  • Skip to primary sidebar
  • Skip to secondary sidebar
  • Contact
  • disclaimer
  • Privacy Policy
  • Terms of Use
Urdu Poet

Urdu Poet

Read the Classic Poetry

  • Ghazal
  • Nazm
  • Qita
  • Short Stories
You are here: Home / Ghazal / Bikhere Zulf ruKH Par Kaun Ye Baala-E-Baam Aaya

Bikhere Zulf ruKH Par Kaun Ye Baala-E-Baam Aaya

bikhere zulf ruḳh par kaun ye bala-e-bam aaya

ḳhayalon ki faza mahki baharon ka payam aaya

mizaj-e-yar men jab bhi ḳhayal-e-intiqam aaya

sar-e-fihrist apna hi gunahgaron men naam aaya

ajab hangama dekha ham ne saaqi teri mahfil men

koi tishna-dahan uTTha koi chhalka ke jaam aaya

giran-koshi men afrazi tan-asani men pamali

mashaqqat suraḳh-ru uTThi tasahul zer-e-dam aaya

zuhur-e-sair-chashmi hi dalil-e-kamrani hai

mira pindar-e-na-asudgi hi mere kaam aaya

ye misra de diya iqbal ka kis shoḳh-fitrat ne

samand fikr ke aage ‘ziya’ mushkil maqam aaya

Filed Under: Ghazal Tagged With: Urdu Poet

Reader Interactions

Leave a Reply Cancel reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *

Primary Sidebar

Poet Type

  • Classic Poet
  • Sufi Poet
  • Top Rated Poet
  • Women Poets
  • Young Poets

Popular Ghazal

faiz-ahmad-faiz

Baad-Az-Waqt

Dost Kya KHud Ko Bhi Pursish Ki Ijazat Nahin Di

poet

Sauda-E-Ishq-E-KHam to Har Ek Bashar Mein Hai

Haalat Meri Rah Mein Hail to Nahin The

bashir-badr

Bhigi Hui Aankhon Ka Ye Manzar Na Milega

Secondary Sidebar

Famous Poet

  • Adil Mansuri
  • Ahmad Faraz
  • Ahmad Nadeem Qasmi
  • Akbar Allahabadi
  • Akhtar Shirani
  • Akhtar-ul-Iman
  • Ali Sardar Jafri
  • Allama Iqbal
  • Ameer Minai
  • Asrarul Haq Majaz
  • Bahadur Shah Zafar
  • Bashar Nawaz
  • Bashir Badr
  • Dagh Dehlvi
  • Etibar Sajid
  • Faiz Ahmad Faiz
  • Firaq Gorakhpuri
  • Hasrat Mohani
  • Jaun Eliya
  • Jigar Moradabadi
  • Kaifi Azmi
  • Khumar Barabankavi
  • Majrooh Sultanpuri
  • Meer Taqi Meer
  • Mirza Ghalib
  • Muneer Niyazi
  • Nasir Kazmi
  • Nida Fazli
  • Pirzada Qasim
  • Qateel Shifai
  • Sahir Ludhianvi
  • Saleem Kausar
  • Shakeel Badayuni
  • Shahryar
  • Waseem Barelvi
  • Zafar Iqbal

Copyright © 2022 · Urdu Poet