• Skip to main content
  • Skip to secondary menu
  • Skip to primary sidebar
  • Skip to secondary sidebar
  • Contact
  • disclaimer
  • Privacy Policy
  • Terms of Use
Urdu Poet

Urdu Poet

Read the Classic Poetry

  • Ghazal
  • Nazm
  • Qita
  • Short Stories
You are here: Home / Ghazal / Kahta Rahe Zamana Gunahgar Zindagi

Kahta Rahe Zamana Gunahgar Zindagi

kahta rahe zamana gunahgar zindagi

kuchh log ji rahe hain mazedar zindagi

kirdar apna apna nibhate hain sab yahan

samjho na tum kisi ki hai be-kar zindagi

ik vaqfa-e-ajal bhi to aata hai darmiyan

chalti nahin kisi ki lagatar zindagi

aage nikal chuke the ham apne vajud se

phir bhi hui na kam tiri raftar zindagi

raste ka.i hasin nikalte jahan se the

laa.i thi aise moḌ pe ik baar zindagi

hai zindagi se shikva unhen bhi bahut ‘farogh’

hisse men jin ke i hai gulzar zindagi

Filed Under: Ghazal Tagged With: Urdu Poet

Reader Interactions

Leave a Reply Cancel reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *

Primary Sidebar

Poet Type

  • Classic Poet
  • Sufi Poet
  • Top Rated Poet
  • Women Poets
  • Young Poets

Popular Ghazal

majrooh-sultanpuri

Jala Ke Mishal-E-Jaan Hum Junun-Sifat Chale

poet

Bhar Din Shabab Ne Ye Un Aankhon Mein shoKHiyan

poet

Hath Se Chhu Kar Ye Nila Aasman Bhi Dekhte

Ek Raat Mein Sau Bar Jala Aur Bujha Hun

Aankhon Ko Ashk-Bar Kiya Hai Kabhi Kabhi

Secondary Sidebar

Famous Poet

  • Adil Mansuri
  • Ahmad Faraz
  • Ahmad Nadeem Qasmi
  • Akbar Allahabadi
  • Akhtar Shirani
  • Akhtar-ul-Iman
  • Ali Sardar Jafri
  • Allama Iqbal
  • Ameer Minai
  • Asrarul Haq Majaz
  • Bahadur Shah Zafar
  • Bashar Nawaz
  • Bashir Badr
  • Dagh Dehlvi
  • Etibar Sajid
  • Faiz Ahmad Faiz
  • Firaq Gorakhpuri
  • Hasrat Mohani
  • Jaun Eliya
  • Jigar Moradabadi
  • Kaifi Azmi
  • Khumar Barabankavi
  • Majrooh Sultanpuri
  • Meer Taqi Meer
  • Mirza Ghalib
  • Muneer Niyazi
  • Nasir Kazmi
  • Nida Fazli
  • Pirzada Qasim
  • Qateel Shifai
  • Sahir Ludhianvi
  • Saleem Kausar
  • Shakeel Badayuni
  • Shahryar
  • Waseem Barelvi
  • Zafar Iqbal

Copyright © 2023 · Urdu Poet