• Skip to main content
  • Skip to secondary menu
  • Skip to primary sidebar
  • Skip to secondary sidebar
  • Contact
  • disclaimer
  • Privacy Policy
  • Terms of Use
Urdu Poet

Urdu Poet

Read the Classic Poetry

  • Ghazal
  • Nazm
  • Qita
  • Short Stories
You are here: Home / Nazm / Kahen Se Koi Nuqta Aa Jae

Kahen Se Koi Nuqta Aa Jae

azra-abbas

jo kisi bhi lafz par

na lagaya ja sake

aur vo nuqta

alahida

alag-thalag

khada rahe

kisi bhi guman ke sahare

is intizar men

ki koi aisa lafz aa jaae

jis par use lagaya ja sake

ye bhi ho sakta hai

vo nuqta

sadiyon us lafz ka

intizar karta rahe

ye bhi ho sakta hai

sadha saal guzar jaane ke baad

ye saare lafz bosida ho jaaen

aur gal-sad kar

tahlil ho jaaen

aur kuchh baaqi na rahe

sirf vo nuqta rah jaae

Filed Under: Nazm Tagged With: Women Poets

Reader Interactions

Leave a Reply Cancel reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *

Primary Sidebar

Poet Type

  • Classic Poet
  • Sufi Poet
  • Top Rated Poet
  • Women Poets
  • Young Poets

Popular Ghazal

Ye Aah-E-Parda-Dar Aisi Hui Adu Meri

nida-fazli

Kath-Putli Hai Ya Jiwan Hai Jite Jao Socho Mat

Kal Raat Mere Sath Ajab Hadisa Hua

poet

Nahin Jo Daulat-E-Zad-E-Safar to Kya Gham Hai

Sitam Ahl-E-Karam Farma Rahe Hain

Secondary Sidebar

Famous Poet

  • Adil Mansuri
  • Ahmad Faraz
  • Ahmad Nadeem Qasmi
  • Akbar Allahabadi
  • Akhtar Shirani
  • Akhtar-ul-Iman
  • Ali Sardar Jafri
  • Allama Iqbal
  • Ameer Minai
  • Asrarul Haq Majaz
  • Bahadur Shah Zafar
  • Bashar Nawaz
  • Bashir Badr
  • Dagh Dehlvi
  • Etibar Sajid
  • Faiz Ahmad Faiz
  • Firaq Gorakhpuri
  • Hasrat Mohani
  • Jaun Eliya
  • Jigar Moradabadi
  • Kaifi Azmi
  • Khumar Barabankavi
  • Majrooh Sultanpuri
  • Meer Taqi Meer
  • Mirza Ghalib
  • Muneer Niyazi
  • Nasir Kazmi
  • Nida Fazli
  • Pirzada Qasim
  • Qateel Shifai
  • Sahir Ludhianvi
  • Saleem Kausar
  • Shakeel Badayuni
  • Shahryar
  • Waseem Barelvi
  • Zafar Iqbal

Copyright © 2023 ยท Urdu Poet