• Skip to main content
  • Skip to secondary menu
  • Skip to primary sidebar
  • Skip to secondary sidebar
  • Contact
  • disclaimer
  • Privacy Policy
  • Terms of Use
Urdu Poet

Urdu Poet

Read the Classic Poetry

  • Ghazal
  • Nazm
  • Qita
  • Short Stories
You are here: Home / Ghazal / Kahan Tahriren Maine banT Di Hain

Kahan Tahriren Maine banT Di Hain

kahan tahriren main ne baanT di hain

hunar tadbiren main ne baanT di hain

tumhare ḳhvab ne taḳhir kar di

sabhi ta.abiren main ne baanT di hain

likho ghar ke sabhi afrad men ab

miri taqdiren main ne baanT di hain

ka.i ghazlen tumhare naam likkhin

baḌi jagiren main ne baanT di hain

suno in gunge-bahre bam-o-dar ko

ka.i taqriren main ne baanT di hain

miri ankhen jinhen mahfuz kartin

vo sab tasviren main ne baanT di hain

mire qaidi mire alfaz ‘hamid’

suḳhan zanjiren main ne baanT di hain

Filed Under: Ghazal Tagged With: Urdu Poet

Reader Interactions

Leave a Reply Cancel reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *

Primary Sidebar

Poet Type

  • Classic Poet
  • Sufi Poet
  • Top Rated Poet
  • Women Poets
  • Young Poets

Popular Ghazal

poet

Umid-O-Bim Ke Aalam Mein Dil Dahalta Hai

poet

Ajib Shor Parindon Ki Us uDan Mein Tha

ajiz-matvi

Qalam Ho Jae Sar Parwa Na Karna

Har Aah-E-Sard Ishq Hai Har Wah Ishq Hai

Sufi

Ai Yar-e-Naznin dil-O-Jaanam Fida-e-Tu

Secondary Sidebar

Famous Poet

  • Adil Mansuri
  • Ahmad Faraz
  • Ahmad Nadeem Qasmi
  • Akbar Allahabadi
  • Akhtar Shirani
  • Akhtar-ul-Iman
  • Ali Sardar Jafri
  • Allama Iqbal
  • Ameer Minai
  • Asrarul Haq Majaz
  • Bahadur Shah Zafar
  • Bashar Nawaz
  • Bashir Badr
  • Dagh Dehlvi
  • Etibar Sajid
  • Faiz Ahmad Faiz
  • Firaq Gorakhpuri
  • Hasrat Mohani
  • Jaun Eliya
  • Jigar Moradabadi
  • Kaifi Azmi
  • Khumar Barabankavi
  • Majrooh Sultanpuri
  • Meer Taqi Meer
  • Mirza Ghalib
  • Muneer Niyazi
  • Nasir Kazmi
  • Nida Fazli
  • Pirzada Qasim
  • Qateel Shifai
  • Sahir Ludhianvi
  • Saleem Kausar
  • Shakeel Badayuni
  • Shahryar
  • Waseem Barelvi
  • Zafar Iqbal

Copyright © 2023 · Urdu Poet