• Skip to main content
  • Skip to secondary menu
  • Skip to primary sidebar
  • Skip to secondary sidebar
  • Contact
  • disclaimer
  • Privacy Policy
  • Terms of Use
Urdu Poet

Urdu Poet

Read the Classic Poetry

  • Ghazal
  • Nazm
  • Qita
  • Short Stories
You are here: Home / Ghazal / Kahan Bashaarat-E-Fasl-E-Bahaar Lai Thi

Kahan Bashaarat-E-Fasl-E-Bahaar Lai Thi

kahan basharat-e-fasl-e-bahar laa.i thi

hava to baagh ki izzat utaar laa.i thi

gulon pe uḌti hui titliyon se yaad aaya

tiri talab mujhe dariya ke paar laa.i thi

sada na phir mire be-jan jism se nikli

hava to us ko gupha tak pukar laa.i thi

tumhare saa.e se arman sab nikale ga.e

visal-rut samar-e-intizar laa.i thi

vo koi ḳhaas chamak DhunDhta raha ‘zishan’

hamari aankh safar ka ghubar laa.i thi

Filed Under: Ghazal Tagged With: Urdu Poet

Reader Interactions

Leave a Reply Cancel reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *

Primary Sidebar

Poet Type

  • Classic Poet
  • Sufi Poet
  • Top Rated Poet
  • Women Poets
  • Young Poets

Popular Ghazal

Har KHata Uski Hamesha Darguzar Karti Hui

ahmad-hamesh

Injala Ke Liye Ek Nazm

Ek Hawa Aisi Chali Bagule Bhi Kale Ho Gae

Ranai-E-Kaunain Se Be-Zar Hamin The

poet

Main Chahun Bhi to Zabt-E-Guftugu Main La Nahin Sakta

Secondary Sidebar

Famous Poet

  • Adil Mansuri
  • Ahmad Faraz
  • Ahmad Nadeem Qasmi
  • Akbar Allahabadi
  • Akhtar Shirani
  • Akhtar-ul-Iman
  • Ali Sardar Jafri
  • Allama Iqbal
  • Ameer Minai
  • Asrarul Haq Majaz
  • Bahadur Shah Zafar
  • Bashar Nawaz
  • Bashir Badr
  • Dagh Dehlvi
  • Etibar Sajid
  • Faiz Ahmad Faiz
  • Firaq Gorakhpuri
  • Hasrat Mohani
  • Jaun Eliya
  • Jigar Moradabadi
  • Kaifi Azmi
  • Khumar Barabankavi
  • Majrooh Sultanpuri
  • Meer Taqi Meer
  • Mirza Ghalib
  • Muneer Niyazi
  • Nasir Kazmi
  • Nida Fazli
  • Pirzada Qasim
  • Qateel Shifai
  • Sahir Ludhianvi
  • Saleem Kausar
  • Shakeel Badayuni
  • Shahryar
  • Waseem Barelvi
  • Zafar Iqbal

Copyright © 2023 · Urdu Poet