• Skip to main content
  • Skip to secondary menu
  • Skip to primary sidebar
  • Skip to secondary sidebar
  • Contact
  • disclaimer
  • Privacy Policy
  • Terms of Use
Urdu Poet

Urdu Poet

Read the Classic Poetry

  • Ghazal
  • Nazm
  • Qita
  • Short Stories
You are here: Home / Ghazal / Kaha Usne Main Hun Tanha Udhar Sara Zamana Hai

Kaha Usne Main Hun Tanha Udhar Sara Zamana Hai

kaha us ne main huun tanha udhar saara zamana hai

kaha main ne zamana har tarah ka biit jaana hai

kaha us ne ki tum bhi aur logon ki tarah se ho

kaha main ne tumhara hausla bhi azmana hai

kaha us ne ki ab tak raste mahfuz the lekin

kaha main ne isi lekin ka to saara fasana hai

kaha us ne ki mere ḳhvab men tum saath the mere

kaha main ne ki ḳhvabon ko haqiqat bhi banana hai

kaha us ne ki dekho zulmaton ka saath mat dena

kaha main ne havaon men diya rakh kar jalana hai

kaha us ne ki manzil aur kitni duur hai ‘anvar’

kaha main ne hamen is dhund kai us paar jaana hai

Filed Under: Ghazal Tagged With: Urdu Poet

Reader Interactions

Leave a Reply Cancel reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *

Primary Sidebar

Poet Type

  • Classic Poet
  • Sufi Poet
  • Top Rated Poet
  • Women Poets
  • Young Poets

Popular Ghazal

Iqrar-E-Wafa Ummid-E-Karam Kuchh Kah Na Sake Kuchh Bhul Gae

Tumhaari Yaad Ke Har Shai Se Nazare Nikalte Hain

Ye Mahr O Mah Be-Charagh Aaise Ki Rakh Ban Kar Bikhar Rahe Hain

poet

Sach Ke Izhaar Ka Sheron Ko Bahana Jaana

Aks Ko Phul Banane Mein Guzar Jati Hai

Secondary Sidebar

Famous Poet

  • Adil Mansuri
  • Ahmad Faraz
  • Ahmad Nadeem Qasmi
  • Akbar Allahabadi
  • Akhtar Shirani
  • Akhtar-ul-Iman
  • Ali Sardar Jafri
  • Allama Iqbal
  • Ameer Minai
  • Asrarul Haq Majaz
  • Bahadur Shah Zafar
  • Bashar Nawaz
  • Bashir Badr
  • Dagh Dehlvi
  • Etibar Sajid
  • Faiz Ahmad Faiz
  • Firaq Gorakhpuri
  • Hasrat Mohani
  • Jaun Eliya
  • Jigar Moradabadi
  • Kaifi Azmi
  • Khumar Barabankavi
  • Majrooh Sultanpuri
  • Meer Taqi Meer
  • Mirza Ghalib
  • Muneer Niyazi
  • Nasir Kazmi
  • Nida Fazli
  • Pirzada Qasim
  • Qateel Shifai
  • Sahir Ludhianvi
  • Saleem Kausar
  • Shakeel Badayuni
  • Shahryar
  • Waseem Barelvi
  • Zafar Iqbal

Copyright © 2023 · Urdu Poet