• Skip to main content
  • Skip to secondary menu
  • Skip to primary sidebar
  • Skip to secondary sidebar
  • Contact
  • disclaimer
  • Privacy Policy
  • Terms of Use
Urdu Poet

Urdu Poet

Read the Classic Poetry

  • Ghazal
  • Nazm
  • Qita
  • Short Stories
You are here: Home / Ghazal / dastan-E-Shauq Kitni Bar dohrai Gai

dastan-E-Shauq Kitni Bar dohrai Gai

aal-e-ahmad-suroor

dastan-e-shauq kitni baar dohrai gai

sunne valon men tavajjoh ki kami paai gai

fikr hai sahmi hui jazba hai murjhaya hua

mauj ki shorish gai dariya ki gahrai gai

husn bhi hai maslahat-bin ishq bhi duniya-shanas

aap ki shohrat gai yaron ki rusvai gai

ham to kahte the zamana hi nahin jauhar-shanas

ghaur se dekha to apne men kami paai gai

zakhm milte hain ilaj-e-zakhm-e-dil milta nahin

vaz-e-qatil rah gai rasm-e-masihai gai

gard udaai jo siyasat ne vo akhir dhul gai

ahl-e-dil ki khaak men bhi zindagi paai gai

meri maddham lai ka jaadu ab bhi baaqi hai ‘surur’

fasl ke naghme gae mausam ki shahnai gai

Filed Under: Ghazal Tagged With: Women Poets

Reader Interactions

Leave a Reply Cancel reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *

Primary Sidebar

Poet Type

  • Classic Poet
  • Sufi Poet
  • Top Rated Poet
  • Women Poets
  • Young Poets

Popular Ghazal

poet

Kyon Kahun Main Ki Sitam Ka Main Saza-War Na Tha

aftab-shamsi

Guzarte Lamhon Ka Matam

poet

Us Sitamgar Se Jo Mila Hoga

Ajab Kashakash-E-Bim-O-Raja Hai Tanhai

Sahra Se Chale Hain Su-E-Gulshan

Secondary Sidebar

Famous Poet

  • Adil Mansuri
  • Ahmad Faraz
  • Ahmad Nadeem Qasmi
  • Akbar Allahabadi
  • Akhtar Shirani
  • Akhtar-ul-Iman
  • Ali Sardar Jafri
  • Allama Iqbal
  • Ameer Minai
  • Asrarul Haq Majaz
  • Bahadur Shah Zafar
  • Bashar Nawaz
  • Bashir Badr
  • Dagh Dehlvi
  • Etibar Sajid
  • Faiz Ahmad Faiz
  • Firaq Gorakhpuri
  • Hasrat Mohani
  • Jaun Eliya
  • Jigar Moradabadi
  • Kaifi Azmi
  • Khumar Barabankavi
  • Majrooh Sultanpuri
  • Meer Taqi Meer
  • Mirza Ghalib
  • Muneer Niyazi
  • Nasir Kazmi
  • Nida Fazli
  • Pirzada Qasim
  • Qateel Shifai
  • Sahir Ludhianvi
  • Saleem Kausar
  • Shakeel Badayuni
  • Shahryar
  • Waseem Barelvi
  • Zafar Iqbal

Copyright © 2023 ยท Urdu Poet