• Skip to main content
  • Skip to secondary menu
  • Skip to primary sidebar
  • Skip to secondary sidebar
  • Contact
  • disclaimer
  • Privacy Policy
  • Terms of Use
Urdu Poet

Urdu Poet

Read the Classic Poetry

  • Ghazal
  • Nazm
  • Qita
  • Short Stories
You are here: Home / Ghazal / Is Liye Kam Kisi Se Milta Hai

Is Liye Kam Kisi Se Milta Hai

is liye kam kisi se milta hai

ḳhud se mil kar mujhi se milta hai

chashm-e-girya ko dekhiyega kabhi

dil ka dariya isi se milta hai

jis ko dekha nahin kabhi main ne

tera chehra usi se milta hai

teri ankhen bata rahi hain mujhe

ḳhvab men tu kisi se milta hai

main ne dekha tha ḳhvab men us ko

vo miri sha.iri se milta hai

a.ina dekhte hi yaad aaya

mera chehra kisi se milta hai

kuchh to ḳhubi hai aap men ‘tabish’

har koi aap hi se milta hai

Filed Under: Ghazal Tagged With: Urdu Poet

Reader Interactions

Leave a Reply Cancel reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *

Primary Sidebar

Poet Type

  • Classic Poet
  • Sufi Poet
  • Top Rated Poet
  • Women Poets
  • Young Poets

Popular Ghazal

poet

Mujhko Kya Faeda Gar Koi Raha Mere Baad

ahmad-husain-mail

Mana Waiz Bada Hi Allama Hai

Rahbar Inkishaf Karta Hai

Go Ki Pichhe Bahut Qatar Mein The

Marhale Aise Bhi Aksar Aae

Secondary Sidebar

Famous Poet

  • Adil Mansuri
  • Ahmad Faraz
  • Ahmad Nadeem Qasmi
  • Akbar Allahabadi
  • Akhtar Shirani
  • Akhtar-ul-Iman
  • Ali Sardar Jafri
  • Allama Iqbal
  • Ameer Minai
  • Asrarul Haq Majaz
  • Bahadur Shah Zafar
  • Bashar Nawaz
  • Bashir Badr
  • Dagh Dehlvi
  • Etibar Sajid
  • Faiz Ahmad Faiz
  • Firaq Gorakhpuri
  • Hasrat Mohani
  • Jaun Eliya
  • Jigar Moradabadi
  • Kaifi Azmi
  • Khumar Barabankavi
  • Majrooh Sultanpuri
  • Meer Taqi Meer
  • Mirza Ghalib
  • Muneer Niyazi
  • Nasir Kazmi
  • Nida Fazli
  • Pirzada Qasim
  • Qateel Shifai
  • Sahir Ludhianvi
  • Saleem Kausar
  • Shakeel Badayuni
  • Shahryar
  • Waseem Barelvi
  • Zafar Iqbal

Copyright © 2023 · Urdu Poet