• Skip to main content
  • Skip to secondary menu
  • Skip to primary sidebar
  • Skip to secondary sidebar
  • Contact
  • disclaimer
  • Privacy Policy
  • Terms of Use
Urdu Poet

Urdu Poet

Read the Classic Poetry

  • Ghazal
  • Nazm
  • Qita
  • Short Stories
You are here: Home / Ghazal / Gunge Lafzon Ka Ye Be-Samt Safar Mera Hai

Gunge Lafzon Ka Ye Be-Samt Safar Mera Hai

gunge lafzon ka ye be-samt safar mera hai

guftugu us ki hai lahje men asar mera hai

main ne kho.e hain yahan apne sunahre shab o roz

dar-o-divar kisi ke hon ye ghar mera hai

mera aslaf se rishta to na toḌ ai duniya

sab mahal tere hain lekin ye khanDar mera hai

aati jaati hui faslon ka muhafiz huun main

phal to sab us ki amanat hain shajar mera hai

mere angan ke muqaddar men andhera hi sahi

ik charagh ab bhi sar-e-rahguzar mera hai

duur tak dar-o-rasan dar-o-rasan dar-o-rasan

aaise halat men jiina bhi hunar mera hai

jab bhi talvar uThata huun ki chheḌun koi jang

aisa lagta hai ki har shane pe sar mera hai

Filed Under: Ghazal Tagged With: Urdu Poet

Reader Interactions

Leave a Reply Cancel reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *

Primary Sidebar

Poet Type

  • Classic Poet
  • Sufi Poet
  • Top Rated Poet
  • Women Poets
  • Young Poets

Popular Ghazal

muneer-niyazi

Hansi Chhupa Bhi Gaya Aur Nazar Mila Bhi Gaya

Habs-E-Darun Pe Jism-E-Giran-Bar Sang Tha

Mohabbaton Mein Jo miT miT Ke Shahkar Hua

poet

Rakhta Hun Main Haq Par Nazar Koi Kuchh Kaho Koi Kuchh Kaho

zafar-iqbal

Baat Aisi Bhi Koi Nahin Ki Mohabbat Bahut Ziyaada Hai

Secondary Sidebar

Famous Poet

  • Adil Mansuri
  • Ahmad Faraz
  • Ahmad Nadeem Qasmi
  • Akbar Allahabadi
  • Akhtar Shirani
  • Akhtar-ul-Iman
  • Ali Sardar Jafri
  • Allama Iqbal
  • Ameer Minai
  • Asrarul Haq Majaz
  • Bahadur Shah Zafar
  • Bashar Nawaz
  • Bashir Badr
  • Dagh Dehlvi
  • Etibar Sajid
  • Faiz Ahmad Faiz
  • Firaq Gorakhpuri
  • Hasrat Mohani
  • Jaun Eliya
  • Jigar Moradabadi
  • Kaifi Azmi
  • Khumar Barabankavi
  • Majrooh Sultanpuri
  • Meer Taqi Meer
  • Mirza Ghalib
  • Muneer Niyazi
  • Nasir Kazmi
  • Nida Fazli
  • Pirzada Qasim
  • Qateel Shifai
  • Sahir Ludhianvi
  • Saleem Kausar
  • Shakeel Badayuni
  • Shahryar
  • Waseem Barelvi
  • Zafar Iqbal

Copyright © 2023 · Urdu Poet