• Skip to main content
  • Skip to secondary menu
  • Skip to primary sidebar
  • Skip to secondary sidebar
  • Contact
  • disclaimer
  • Privacy Policy
  • Terms of Use
Urdu Poet

Urdu Poet

Read the Classic Poetry

  • Ghazal
  • Nazm
  • Qita
  • Short Stories
You are here: Home / Ghazal / Kah Gaya Tha Wo Kuchh Ishaare Se

Kah Gaya Tha Wo Kuchh Ishaare Se

poet

kah gaya tha vo kuchh ishare se

baat samjha.en hanste taare se

us se milte hi aankh bhar aa.i

lahar ik aa lagi kinare se

galiyan ab vo kyuun nahin dete

kya ḳhata ho ga.i hamare se

kis ko ja kar bata.un main ye baat

din guzarta nahin guzare se

bhuul jaate ho naam tak mera

kya tavaqqo rakhun tumhare se

Filed Under: Ghazal Tagged With: Urdu Poet

Reader Interactions

Leave a Reply Cancel reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *

Primary Sidebar

Poet Type

  • Classic Poet
  • Sufi Poet
  • Top Rated Poet
  • Women Poets
  • Young Poets

Popular Ghazal

poet

Mujhse Aazurda Jo Us Gul-Ru Ko Ab Pate Hain Log

Ye Jo Har Samt Tere Neze Ki Shohrat Hai Bahut

Raat Hui Phir Humse Ek Nadani thoDi Si

Kya Ahd-E-Nau Mein Apni Pahchan Dekhta Hun

kishwar-naheed

Glass Landscape

Secondary Sidebar

Famous Poet

  • Adil Mansuri
  • Ahmad Faraz
  • Ahmad Nadeem Qasmi
  • Akbar Allahabadi
  • Akhtar Shirani
  • Akhtar-ul-Iman
  • Ali Sardar Jafri
  • Allama Iqbal
  • Ameer Minai
  • Asrarul Haq Majaz
  • Bahadur Shah Zafar
  • Bashar Nawaz
  • Bashir Badr
  • Dagh Dehlvi
  • Etibar Sajid
  • Faiz Ahmad Faiz
  • Firaq Gorakhpuri
  • Hasrat Mohani
  • Jaun Eliya
  • Jigar Moradabadi
  • Kaifi Azmi
  • Khumar Barabankavi
  • Majrooh Sultanpuri
  • Meer Taqi Meer
  • Mirza Ghalib
  • Muneer Niyazi
  • Nasir Kazmi
  • Nida Fazli
  • Pirzada Qasim
  • Qateel Shifai
  • Sahir Ludhianvi
  • Saleem Kausar
  • Shakeel Badayuni
  • Shahryar
  • Waseem Barelvi
  • Zafar Iqbal

Copyright © 2023 · Urdu Poet