• Skip to main content
  • Skip to secondary menu
  • Skip to primary sidebar
  • Skip to secondary sidebar
  • Contact
  • disclaimer
  • Privacy Policy
  • Terms of Use
Urdu Poet

Urdu Poet

Read the Classic Poetry

  • Ghazal
  • Nazm
  • Qita
  • Short Stories
You are here: Home / Ghazal / Hamare Sath KHuda Ho Ki Hum KHuda Ke Sath

Hamare Sath KHuda Ho Ki Hum KHuda Ke Sath

hamare saath ḳhuda ho ki ham ḳhuda ke saath

magar rahe yahi vabastagi dua ke saath

kashid karte hue rahat-e-vajud-o-adam

diye ke saath rahunga na main hava ke saath

na.e gulab karenge mukalima kis se

nikal paḌunga chaman se agar saba ke saath

chhalak na jaa.e kahin saghar-e-mata-e-hosh

rahunga aaj kisi dard-ashna ke saath

fishar-e-zabt se rukne lagi hai saans miri

muqabla hai kisi sabr-azma ke saath

pasand hain mujhe multan ke dar-o-divar

nigar-ḳhana-e-istaḳhar-o-nainva ke saath

usi charagh se nisbat rakhun abhi ‘sajid’

ki dil laga.un kisi aur dil-ruba ke saath

Filed Under: Ghazal Tagged With: Urdu Poet

Reader Interactions

Leave a Reply Cancel reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *

Primary Sidebar

Poet Type

  • Classic Poet
  • Sufi Poet
  • Top Rated Poet
  • Women Poets
  • Young Poets

Popular Ghazal

Wo Mera Dost Hai Aur Mujhse Wasta Bhi Nahin

Paida Kiya Hai uDti Hui KHak Se Mujhe

Ghubar Sham-E-Wasl Ka Bhi chhaT Gaya

Hae Wo Yaad Kahan Hai Ki KHuda KHair Kare

Hum bichhaD Ke Tum Se Baadal Ki Tarah Rote Rahe

Secondary Sidebar

Famous Poet

  • Adil Mansuri
  • Ahmad Faraz
  • Ahmad Nadeem Qasmi
  • Akbar Allahabadi
  • Akhtar Shirani
  • Akhtar-ul-Iman
  • Ali Sardar Jafri
  • Allama Iqbal
  • Ameer Minai
  • Asrarul Haq Majaz
  • Bahadur Shah Zafar
  • Bashar Nawaz
  • Bashir Badr
  • Dagh Dehlvi
  • Etibar Sajid
  • Faiz Ahmad Faiz
  • Firaq Gorakhpuri
  • Hasrat Mohani
  • Jaun Eliya
  • Jigar Moradabadi
  • Kaifi Azmi
  • Khumar Barabankavi
  • Majrooh Sultanpuri
  • Meer Taqi Meer
  • Mirza Ghalib
  • Muneer Niyazi
  • Nasir Kazmi
  • Nida Fazli
  • Pirzada Qasim
  • Qateel Shifai
  • Sahir Ludhianvi
  • Saleem Kausar
  • Shakeel Badayuni
  • Shahryar
  • Waseem Barelvi
  • Zafar Iqbal

Copyright © 2023 · Urdu Poet