• Skip to main content
  • Skip to secondary menu
  • Skip to primary sidebar
  • Skip to secondary sidebar
  • Contact
  • disclaimer
  • Privacy Policy
  • Terms of Use
Urdu Poet

Urdu Poet

Read the Classic Poetry

  • Ghazal
  • Nazm
  • Qita
  • Short Stories
You are here: Home / Ghazal / Kaghaz Kaghaz Dhul uDegi Fan Banjar Ho Jaega

Kaghaz Kaghaz Dhul uDegi Fan Banjar Ho Jaega

kaghaz kaghaz dhuul uḌegi fan banjar ho ja.ega

jis din sukhe dil ke aansu sab patthar ho ja.ega

TuTengi jab niind se palken so ja.unga chupke se

jis jangal men raat paḌegi mera ghar ho ja.ega

ḳhvabon ke ye panchhi kab tak shor karenge palkon par

shaam Dhalegi aur sannaTa shaḳhon par ho ja.ega

raat qalam le kar aa.egi itni siyahi chhiḌkegi

din ka saara manzar-nama be-manzar ho ja.ega

naḳhun se bhi iinT kureden mil-jul kar ham-sa.e to

angan ki divar na TuuTe lekin dar ho ja.ega

‘qaisar’ ro lo ghazlen kah lo baaqi hai kuchh dard abhi

agli ruton men yuun lagta hai sab patthar ho ja.ega

Filed Under: Ghazal Tagged With: Urdu Poet

Reader Interactions

Leave a Reply Cancel reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *

Primary Sidebar

Poet Type

  • Classic Poet
  • Sufi Poet
  • Top Rated Poet
  • Women Poets
  • Young Poets

Popular Ghazal

azra-abbas

Ek Nazm Likhna Mushkil Hai

KHud Hamin Ko Rahaton Ke Kaif Ka Chaska Na Tha

Pas-E-Wahshat Hai to Yaad-E-ruKH-E-Laila Bhi Na Kar

Juyan-E-Taza-Kari-E-Guftar Kuchh Kaho

Mujh Mein Koi Mujh Jaisa Ho Aisa Bhi Ho Sakta Hai

Secondary Sidebar

Famous Poet

  • Adil Mansuri
  • Ahmad Faraz
  • Ahmad Nadeem Qasmi
  • Akbar Allahabadi
  • Akhtar Shirani
  • Akhtar-ul-Iman
  • Ali Sardar Jafri
  • Allama Iqbal
  • Ameer Minai
  • Asrarul Haq Majaz
  • Bahadur Shah Zafar
  • Bashar Nawaz
  • Bashir Badr
  • Dagh Dehlvi
  • Etibar Sajid
  • Faiz Ahmad Faiz
  • Firaq Gorakhpuri
  • Hasrat Mohani
  • Jaun Eliya
  • Jigar Moradabadi
  • Kaifi Azmi
  • Khumar Barabankavi
  • Majrooh Sultanpuri
  • Meer Taqi Meer
  • Mirza Ghalib
  • Muneer Niyazi
  • Nasir Kazmi
  • Nida Fazli
  • Pirzada Qasim
  • Qateel Shifai
  • Sahir Ludhianvi
  • Saleem Kausar
  • Shakeel Badayuni
  • Shahryar
  • Waseem Barelvi
  • Zafar Iqbal

Copyright © 2023 · Urdu Poet