• Skip to main content
  • Skip to secondary menu
  • Skip to primary sidebar
  • Skip to secondary sidebar
  • Contact
  • disclaimer
  • Privacy Policy
  • Terms of Use
Urdu Poet

Urdu Poet

Read the Classic Poetry

  • Ghazal
  • Nazm
  • Qita
  • Short Stories
You are here: Home / Ghazal / Baith Jata Hai Wo Jab Mahfil Mein Aa Ke Samne

Baith Jata Hai Wo Jab Mahfil Mein Aa Ke Samne

muneer-niyazi

baith jaata hai vo jab mahfil men aa ke samne

main hi bas hota huun us ki is ada ke samne

tez thi itni ki saara shahr suuna kar gai

der tak baitha raha main us hava ke samne

raat ik ujde makan par ja ke jab avaz di

guunj utthe bam-o-dar meri sada ke samne

vo rangila haath mere dil pe aur us ki mahak

sham-e-dil bujh si gai rang-e-hina ke samne

main to us ko dekhte hi jaise patthar ho gaya

baat tak munh se na nikli bevafa ke samne

yaad bhi hain ai ‘munir’ us shaam ki tanhaiyan

ek maidan ik darakht aur tu khuda ke samne

Filed Under: Ghazal Tagged With: Top Rated Poet

Reader Interactions

Leave a Reply Cancel reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *

Primary Sidebar

Poet Type

  • Classic Poet
  • Sufi Poet
  • Top Rated Poet
  • Women Poets
  • Young Poets

Popular Ghazal

poet

Jafa Dekhni Thi Sitam Dekhna Tha

Aaj Diwane Ko Be-Wajh Sataya Jae

Hijr Ki Ranai Mujhse Chhin Li

Ye Surmai Aafaq Ye Shamon Ke Dhundalke

ahmad-hatib-siddiqi

Buddhu Si Ek Bachchi

Secondary Sidebar

Famous Poet

  • Adil Mansuri
  • Ahmad Faraz
  • Ahmad Nadeem Qasmi
  • Akbar Allahabadi
  • Akhtar Shirani
  • Akhtar-ul-Iman
  • Ali Sardar Jafri
  • Allama Iqbal
  • Ameer Minai
  • Asrarul Haq Majaz
  • Bahadur Shah Zafar
  • Bashar Nawaz
  • Bashir Badr
  • Dagh Dehlvi
  • Etibar Sajid
  • Faiz Ahmad Faiz
  • Firaq Gorakhpuri
  • Hasrat Mohani
  • Jaun Eliya
  • Jigar Moradabadi
  • Kaifi Azmi
  • Khumar Barabankavi
  • Majrooh Sultanpuri
  • Meer Taqi Meer
  • Mirza Ghalib
  • Muneer Niyazi
  • Nasir Kazmi
  • Nida Fazli
  • Pirzada Qasim
  • Qateel Shifai
  • Sahir Ludhianvi
  • Saleem Kausar
  • Shakeel Badayuni
  • Shahryar
  • Waseem Barelvi
  • Zafar Iqbal

Copyright © 2022 ยท Urdu Poet