• Skip to main content
  • Skip to secondary menu
  • Skip to primary sidebar
  • Skip to secondary sidebar
  • Contact
  • disclaimer
  • Privacy Policy
  • Terms of Use
Urdu Poet

Urdu Poet

Read the Classic Poetry

  • Ghazal
  • Nazm
  • Qita
  • Short Stories
You are here: Home / Ghazal / Kabhi Tha Naz Zamane Ko Apne Hind Pe Bhi

Kabhi Tha Naz Zamane Ko Apne Hind Pe Bhi

kabhi tha naaz zamane ko apne hind pe bhi

par ab uruuj vo ilm-o-kamal-o-fan men nahin

ragon men ḳhuun hai vahi dil vahi jigar hai vahi

vahi zaban hai magar vo asar suḳhan men nahin

vahi hai bazm vahi sham.a hai vahi fanus

fida-e-bazm vo parvane anjuman men nahin

vahi hava vahi koyal vahi papiha hai

vahi chaman hai pa vo baghban chaman men nahin

ghurur-e-jehl ne hindostan ko luuT liya

ba-juz nifaq ke ab ḳhaak bhi vatan men nahin

Filed Under: Ghazal Tagged With: Urdu Poet

Reader Interactions

Leave a Reply Cancel reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *

Primary Sidebar

Poet Type

  • Classic Poet
  • Sufi Poet
  • Top Rated Poet
  • Women Poets
  • Young Poets

Popular Ghazal

beena-goindi

Aur Hawa dun dil Mein Aag Bhadakti Ko

Samaat Par Dabaw Waqt Ka Munh-Zor Hota Hai

Murda Ragon Mein KHun Ki Garmi Kahan Se Aai

Sufi

Haq Ra Ba-Talab-e-Masjid-O-Mai-Khana Kudam Ast

Koi Charagh Na Jugnu Safar Mein Rakkha Gaya

Secondary Sidebar

Famous Poet

  • Adil Mansuri
  • Ahmad Faraz
  • Ahmad Nadeem Qasmi
  • Akbar Allahabadi
  • Akhtar Shirani
  • Akhtar-ul-Iman
  • Ali Sardar Jafri
  • Allama Iqbal
  • Ameer Minai
  • Asrarul Haq Majaz
  • Bahadur Shah Zafar
  • Bashar Nawaz
  • Bashir Badr
  • Dagh Dehlvi
  • Etibar Sajid
  • Faiz Ahmad Faiz
  • Firaq Gorakhpuri
  • Hasrat Mohani
  • Jaun Eliya
  • Jigar Moradabadi
  • Kaifi Azmi
  • Khumar Barabankavi
  • Majrooh Sultanpuri
  • Meer Taqi Meer
  • Mirza Ghalib
  • Muneer Niyazi
  • Nasir Kazmi
  • Nida Fazli
  • Pirzada Qasim
  • Qateel Shifai
  • Sahir Ludhianvi
  • Saleem Kausar
  • Shakeel Badayuni
  • Shahryar
  • Waseem Barelvi
  • Zafar Iqbal

Copyright © 2022 · Urdu Poet