• Skip to main content
  • Skip to secondary menu
  • Skip to primary sidebar
  • Skip to secondary sidebar
  • Contact
  • disclaimer
  • Privacy Policy
  • Terms of Use
Urdu Poet

Urdu Poet

Read the Classic Poetry

  • Ghazal
  • Nazm
  • Qita
  • Short Stories
You are here: Home / Ghazal / Kabhi Khole to Kabhi Zulf Ko Bikhrae Hai

Kabhi Khole to Kabhi Zulf Ko Bikhrae Hai

kabhi khole to kabhi zulf ko bikhra.e hai

zindagi shaam hai aur shaam Dhali jaa.e hai

har ḳhushi mom ki guḌiya hai muqaddas guḌiya

taaj sho.alon ka zamana jise pahna.e hai

ḳhamushi kya kisi gumbad ki faza hai jis men

guunj ke meri hi avaz palaT aa.e hai

zindagi puchhe hai ro kar kisi beva ki tarah

chuḌiyan kaun mire haath men pahna.e hai

dil kisi jam-e-labalab ki tarah lahra kar

phir tire dast-e-hina.i men chhalak jaa.e hai

kaun samjhe mire iḳhlas ki azmat ko bhala

main vo dariya huun jo qatre men sama jaa.e hai

‘prem’ dekho to sahi zaḳhmon ke zevar ki phaban

sha.eri ban ke dulhan aur bhi sharma.e hai

Filed Under: Ghazal Tagged With: Urdu Poet

Reader Interactions

Leave a Reply Cancel reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *

Primary Sidebar

Poet Type

  • Classic Poet
  • Sufi Poet
  • Top Rated Poet
  • Women Poets
  • Young Poets

Popular Ghazal

raziya-faseeh-ahmad

dil To Hai Ek Magar dard Ke Khane Hain Bahut

Gungon Ko Zaban Kis Ne Di Hai

Qatil Hua KHamosh to Talwar Bol uThi

poet

Paheli Kaun Bujhega Jawab-E-Naz-E-Jaanan Ki

Gila Ai Dil Abhi Se Karta Hai

Secondary Sidebar

Famous Poet

  • Adil Mansuri
  • Ahmad Faraz
  • Ahmad Nadeem Qasmi
  • Akbar Allahabadi
  • Akhtar Shirani
  • Akhtar-ul-Iman
  • Ali Sardar Jafri
  • Allama Iqbal
  • Ameer Minai
  • Asrarul Haq Majaz
  • Bahadur Shah Zafar
  • Bashar Nawaz
  • Bashir Badr
  • Dagh Dehlvi
  • Etibar Sajid
  • Faiz Ahmad Faiz
  • Firaq Gorakhpuri
  • Hasrat Mohani
  • Jaun Eliya
  • Jigar Moradabadi
  • Kaifi Azmi
  • Khumar Barabankavi
  • Majrooh Sultanpuri
  • Meer Taqi Meer
  • Mirza Ghalib
  • Muneer Niyazi
  • Nasir Kazmi
  • Nida Fazli
  • Pirzada Qasim
  • Qateel Shifai
  • Sahir Ludhianvi
  • Saleem Kausar
  • Shakeel Badayuni
  • Shahryar
  • Waseem Barelvi
  • Zafar Iqbal

Copyright © 2023 · Urdu Poet