• Skip to main content
  • Skip to secondary menu
  • Skip to primary sidebar
  • Skip to secondary sidebar
  • Contact
  • disclaimer
  • Privacy Policy
  • Terms of Use
Urdu Poet

Urdu Poet

Read the Classic Poetry

  • Ghazal
  • Nazm
  • Qita
  • Short Stories
You are here: Home / Ghazal / Kabhi Bahar Nahin Aati Sada Parde Mein Rahti Hai

Kabhi Bahar Nahin Aati Sada Parde Mein Rahti Hai

kabhi bahar nahin aati sada parde men rahti hai

ḳhuda jaane tamanna kis ke bahkave men rahti hai

tumhara saath meri zindagi bhar ki kama.i thi

ga.e ho jab se tum ye zindagi ghaTe men rahti hai

jise ham log mil kar ashram men chhoḌ aa.e the

vo charḳha kat.ti hai chand ke chehre men rahti hai

use ham par to dete hain magar uḌne nahin dete

hamari beTi bulbul hai magar pinjre men rahti hai

kaman se tiir chhuTe to kabhi vapas nahin aata

magar us ko ghalat-fahmi mere baare men rahti hai

vo jab tak lauT kar schōl se ghar aa nahin jaata

hamari jaan aTki har ghaḌi beTe men rahti hai

Thaharne hi nahin deti hain ghar men shahr ki ḳhabren

zara bahar nikalte hain to jaan ḳhatre men rahti hai

Filed Under: Ghazal Tagged With: Urdu Poet

Reader Interactions

Leave a Reply Cancel reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *

Primary Sidebar

Poet Type

  • Classic Poet
  • Sufi Poet
  • Top Rated Poet
  • Women Poets
  • Young Poets

Popular Ghazal

Sheikh Saadi

Story 35 – The Manners Of Kings – Gulistaan-e-Sa.Adii

nasir-kazmi

Aaraish-E-Khayal Bhi Ho dil-Kusha Bhi Ho

Aaj Sun Li Hai Mere Ahbab Ne Meri Ghazal

Raat Jo Mauj-E-Hawa Ne Gul Se Dil Ki Baat Kahi

noshi-gilani

Samajh Mein Kuchh Nahin Aata

Secondary Sidebar

Famous Poet

  • Adil Mansuri
  • Ahmad Faraz
  • Ahmad Nadeem Qasmi
  • Akbar Allahabadi
  • Akhtar Shirani
  • Akhtar-ul-Iman
  • Ali Sardar Jafri
  • Allama Iqbal
  • Ameer Minai
  • Asrarul Haq Majaz
  • Bahadur Shah Zafar
  • Bashar Nawaz
  • Bashir Badr
  • Dagh Dehlvi
  • Etibar Sajid
  • Faiz Ahmad Faiz
  • Firaq Gorakhpuri
  • Hasrat Mohani
  • Jaun Eliya
  • Jigar Moradabadi
  • Kaifi Azmi
  • Khumar Barabankavi
  • Majrooh Sultanpuri
  • Meer Taqi Meer
  • Mirza Ghalib
  • Muneer Niyazi
  • Nasir Kazmi
  • Nida Fazli
  • Pirzada Qasim
  • Qateel Shifai
  • Sahir Ludhianvi
  • Saleem Kausar
  • Shakeel Badayuni
  • Shahryar
  • Waseem Barelvi
  • Zafar Iqbal

Copyright © 2023 · Urdu Poet