• Skip to main content
  • Skip to secondary menu
  • Skip to primary sidebar
  • Skip to secondary sidebar
  • Contact
  • disclaimer
  • Privacy Policy
  • Terms of Use
Urdu Poet

Urdu Poet

Read the Classic Poetry

  • Ghazal
  • Nazm
  • Qita
  • Short Stories
You are here: Home / Ghazal / Kabhi Ai Haqiqat-e-dilbari Simat Aa Nigah-e-Majaz Mein

Kabhi Ai Haqiqat-e-dilbari Simat Aa Nigah-e-Majaz Mein

Sufi

kabhi ai haqiqat-e-dilbari simat aa nigah-e-majaz men

ki tadap rahe hain hazaron dil rah-e-ishq-e-sina-gudaz men

ye kashish ye jazb ye moajiza nigah-e-yatim-e-hijaz men

ki pade the saikdon ghaznavi bhi jahan libas-e-majaz men

faqat ek nuqta gunah ka sar-e-charkh abr-e-siyah bana

nazar aaiin mujh ko jo vusaten tiri afv-e-banda-navaz men

ye nahin ki ham men nahin hain vo ye nahin ki ain hami hain vo

magar ik haqiqat-e-maanavi hai nihan libas-e-majaz men

na ana ghalat tha na haq-e-ghalat magar itni si ghalati hui

ye jo raaz tha use chahiye tha chhupana parda-e-raz men

jise pi ke piir bane javan jise pi ke chikh uthe javan

ye vo mai hai saqi-e-mai-kashan tiri chashm-e-bada-navaz men

Filed Under: Ghazal Tagged With: Urdu Poet

Reader Interactions

Leave a Reply Cancel reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *

Primary Sidebar

Poet Type

  • Classic Poet
  • Sufi Poet
  • Top Rated Poet
  • Women Poets
  • Young Poets

Popular Ghazal

poet

kaT Kar Jo Rah Ka buDha Shajar Le Jaega

asif-ud-daula

Qasid To Liye Jata Hai Paigham Hamara

Duniya-E-Rang-O-Bu Se Kinara Nahin Kiya

Maine Kahin Thin Aap Se Baaten Bhali Bhali

poet

Aariz Jabin Zulf-E-Moambar Mein Aag Hai

Secondary Sidebar

Famous Poet

  • Adil Mansuri
  • Ahmad Faraz
  • Ahmad Nadeem Qasmi
  • Akbar Allahabadi
  • Akhtar Shirani
  • Akhtar-ul-Iman
  • Ali Sardar Jafri
  • Allama Iqbal
  • Ameer Minai
  • Asrarul Haq Majaz
  • Bahadur Shah Zafar
  • Bashar Nawaz
  • Bashir Badr
  • Dagh Dehlvi
  • Etibar Sajid
  • Faiz Ahmad Faiz
  • Firaq Gorakhpuri
  • Hasrat Mohani
  • Jaun Eliya
  • Jigar Moradabadi
  • Kaifi Azmi
  • Khumar Barabankavi
  • Majrooh Sultanpuri
  • Meer Taqi Meer
  • Mirza Ghalib
  • Muneer Niyazi
  • Nasir Kazmi
  • Nida Fazli
  • Pirzada Qasim
  • Qateel Shifai
  • Sahir Ludhianvi
  • Saleem Kausar
  • Shakeel Badayuni
  • Shahryar
  • Waseem Barelvi
  • Zafar Iqbal

Copyright © 2022 ยท Urdu Poet