• Skip to main content
  • Skip to secondary menu
  • Skip to primary sidebar
  • Skip to secondary sidebar
  • Contact
  • disclaimer
  • Privacy Policy
  • Terms of Use
Urdu Poet

Urdu Poet

Read the Classic Poetry

  • Ghazal
  • Nazm
  • Qita
  • Short Stories
You are here: Home / Ghazal / Kab Meri Halqa-E-Wahshat Se Rihai Hui Hai

Kab Meri Halqa-E-Wahshat Se Rihai Hui Hai

kab miri halqa-e-vahshat se riha.i hui hai

dil ne ik aur bhi zanjir bana.i hui hai

aur kya hai mire daman men mohabbat ke siva

yahi daulat miri mehnat se kama.i hui hai

ishq men jur.at-e-tafriq nahin qais ko bhi

tu ne kyuun dasht men divar uTha.i hui hai

teri surat jo main dekhun to guman hota hai

to koi nazm hai jo vajd men aa.i hui hai

ik pari-zad ke yadon men utar aane se

zindagi vasl ki barish men naha.i hui hai

apni miTTi se mohabbat hai mohabbat hai mujhe

isi miTTi ne miri shaan baḌha.i hui hai

samne baiTh ke dekha tha use vasl ki raat

aur vo raat hi asab pe chha.i hui hai

tum ga.e ho ye vatan chhoḌ ke jis din se ‘sa.id’

ik udasi dar o divar pe chha.i hui hai

Filed Under: Ghazal Tagged With: Urdu Poet

Reader Interactions

Leave a Reply Cancel reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *

Primary Sidebar

Poet Type

  • Classic Poet
  • Sufi Poet
  • Top Rated Poet
  • Women Poets
  • Young Poets

Popular Ghazal

poet

Aankhen Dikhain Ghair Ko Meri KHata Ke Sath

Jo Tasawwur Mein Hai Usko Koi Kya Raushan Kare

asrarul-haq-majaz

Kuchh Tujhko Khabar Hai Hum Kya Kya Ai Shorish-E-dauran Bhul Gae

KHayal Mein Tere Paikar Ko Chum Lete Hain

ishrat-afreen

Hawwa Ki Beti Ka Pahla dukh

Secondary Sidebar

Famous Poet

  • Adil Mansuri
  • Ahmad Faraz
  • Ahmad Nadeem Qasmi
  • Akbar Allahabadi
  • Akhtar Shirani
  • Akhtar-ul-Iman
  • Ali Sardar Jafri
  • Allama Iqbal
  • Ameer Minai
  • Asrarul Haq Majaz
  • Bahadur Shah Zafar
  • Bashar Nawaz
  • Bashir Badr
  • Dagh Dehlvi
  • Etibar Sajid
  • Faiz Ahmad Faiz
  • Firaq Gorakhpuri
  • Hasrat Mohani
  • Jaun Eliya
  • Jigar Moradabadi
  • Kaifi Azmi
  • Khumar Barabankavi
  • Majrooh Sultanpuri
  • Meer Taqi Meer
  • Mirza Ghalib
  • Muneer Niyazi
  • Nasir Kazmi
  • Nida Fazli
  • Pirzada Qasim
  • Qateel Shifai
  • Sahir Ludhianvi
  • Saleem Kausar
  • Shakeel Badayuni
  • Shahryar
  • Waseem Barelvi
  • Zafar Iqbal

Copyright © 2023 · Urdu Poet