• Skip to main content
  • Skip to secondary menu
  • Skip to primary sidebar
  • Skip to secondary sidebar
  • Contact
  • disclaimer
  • Privacy Policy
  • Terms of Use
Urdu Poet

Urdu Poet

Read the Classic Poetry

  • Ghazal
  • Nazm
  • Qita
  • Short Stories
You are here: Home / Ghazal / Kab Meri Baat Tu Mana Hai Dil

Kab Meri Baat Tu Mana Hai Dil

kab miri baat tu maana hai dil

us ka ashiq to zamana hai dil

yuun use dekh raha hai kab se

kya tujhe jaan se jaana hai dil

raat pahlu men tire guzregi

ḳhvab to sirf bahana hai dil

karna kuchh gham ki yahi duniya hai

isi ka naam zamana hai dil

ab muqaddar men bhi qismat men bhi

sirf aansu hi bahana hai dil

vo tire paas hi to hai ‘da.em’

ab bata de tu batana hai dil

Filed Under: Ghazal Tagged With: Urdu Poet

Reader Interactions

Leave a Reply Cancel reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *

Primary Sidebar

Poet Type

  • Classic Poet
  • Sufi Poet
  • Top Rated Poet
  • Women Poets
  • Young Poets

Popular Ghazal

Ek Be-Manzar Udasi Chaar-Su Aankhon Mein Hai

Agle Panch Dinon Tak Jina Chahta Hun

Is Daur Ne baKHshe Hain Duniya Ko Ajab Tohfe

mubarak-azimabadi

Taza Aazar Ka Arman Kahan Jata Hai

Lahu Mein Dub Ke Nikli Hikayaten Chup Hain

Secondary Sidebar

Famous Poet

  • Adil Mansuri
  • Ahmad Faraz
  • Ahmad Nadeem Qasmi
  • Akbar Allahabadi
  • Akhtar Shirani
  • Akhtar-ul-Iman
  • Ali Sardar Jafri
  • Allama Iqbal
  • Ameer Minai
  • Asrarul Haq Majaz
  • Bahadur Shah Zafar
  • Bashar Nawaz
  • Bashir Badr
  • Dagh Dehlvi
  • Etibar Sajid
  • Faiz Ahmad Faiz
  • Firaq Gorakhpuri
  • Hasrat Mohani
  • Jaun Eliya
  • Jigar Moradabadi
  • Kaifi Azmi
  • Khumar Barabankavi
  • Majrooh Sultanpuri
  • Meer Taqi Meer
  • Mirza Ghalib
  • Muneer Niyazi
  • Nasir Kazmi
  • Nida Fazli
  • Pirzada Qasim
  • Qateel Shifai
  • Sahir Ludhianvi
  • Saleem Kausar
  • Shakeel Badayuni
  • Shahryar
  • Waseem Barelvi
  • Zafar Iqbal

Copyright © 2022 · Urdu Poet