• Skip to main content
  • Skip to secondary menu
  • Skip to primary sidebar
  • Skip to secondary sidebar
  • Contact
  • disclaimer
  • Privacy Policy
  • Terms of Use
Urdu Poet

Urdu Poet

Read the Classic Poetry

  • Ghazal
  • Nazm
  • Qita
  • Short Stories
You are here: Home / Ghazal / Bahut Kuchh Bhul Ho Gai Bhulne Ka Shad Sun Aaya

Bahut Kuchh Bhul Ho Gai Bhulne Ka Shad Sun Aaya

shad-azimabadi

bahut kuchh bhuul ho gai bhulne ka ‘shad’ sun aaya

miri jaan gham abas hai jhidkiyan sunne ka din aaya

zarur us ne kiya qasid se vaada apne aane ka

gaya tha muztarib yaan se vahan se mutmain aaya

dil-e-sad-para se nisbat nahin zinhar ai bulbul

chaman men ja ke ashiq patiyan phulon ki gin aaya

badi azmat se khud saaqi ne ja kar peshvai ki

sharabi koi mai-khana ke andar jab musin aaya

chalo vaaiz se hargiz kuchh na bolo chup raho rindo

hua josh-e-ghazab ya sar pe us nadan ke jin aaya

mariz-e-gham ki sehat ki khabar allah sunvae

gaya jo paas us ke ‘shad’ vo phir mutmain aaya

Filed Under: Ghazal Tagged With: Top Rated Poet

Reader Interactions

Leave a Reply Cancel reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *

Primary Sidebar

Poet Type

  • Classic Poet
  • Sufi Poet
  • Top Rated Poet
  • Women Poets
  • Young Poets

Popular Ghazal

imam-bakhsh-nasikh

Rifat Kabhi Kisi Ki Gawara Yahan Nahin

But Kya Hain Bashar Kya Hai Ye Sab Silsila Kya Hai

Aadmi Nur Hai

poet

Tere Waste Jaan Pe Khelenge Hum Ye Samai Hai dil Mein Khuda Ki Qasam

Pagal Ziddi Aur Diwana Kaun Kahe

Secondary Sidebar

Famous Poet

  • Adil Mansuri
  • Ahmad Faraz
  • Ahmad Nadeem Qasmi
  • Akbar Allahabadi
  • Akhtar Shirani
  • Akhtar-ul-Iman
  • Ali Sardar Jafri
  • Allama Iqbal
  • Ameer Minai
  • Asrarul Haq Majaz
  • Bahadur Shah Zafar
  • Bashar Nawaz
  • Bashir Badr
  • Dagh Dehlvi
  • Etibar Sajid
  • Faiz Ahmad Faiz
  • Firaq Gorakhpuri
  • Hasrat Mohani
  • Jaun Eliya
  • Jigar Moradabadi
  • Kaifi Azmi
  • Khumar Barabankavi
  • Majrooh Sultanpuri
  • Meer Taqi Meer
  • Mirza Ghalib
  • Muneer Niyazi
  • Nasir Kazmi
  • Nida Fazli
  • Pirzada Qasim
  • Qateel Shifai
  • Sahir Ludhianvi
  • Saleem Kausar
  • Shakeel Badayuni
  • Shahryar
  • Waseem Barelvi
  • Zafar Iqbal

Copyright © 2023 ยท Urdu Poet