• Skip to main content
  • Skip to secondary menu
  • Skip to primary sidebar
  • Skip to secondary sidebar
  • Contact
  • disclaimer
  • Privacy Policy
  • Terms of Use
Urdu Poet

Urdu Poet

Read the Classic Poetry

  • Ghazal
  • Nazm
  • Qita
  • Short Stories
You are here: Home / Nazm / Kab Is Se Qabl Nazar Mein Gul-E-Malal Khila

Kab Is Se Qabl Nazar Mein Gul-E-Malal Khila

sameena-raja

kab is se qabl nazar men gul-e-malal khila

kisi ki yaad men lekin ye ab ke saal khila

ajiib ab-o-hava thi ajiib thi mitti

so dil ke goshe men ik phuul be-misal khila

main chhu ke dekh rahi thi ki sabza-e-rukh par

gulab-e-surkh ki surat tira jamal khila

main dam-ba-khud hi rahi aur shisha-e-jan par

misal-e-reza-e-khurshid ik visal khila

safar ki shaam sitara nasib ka jaaga

phir asman-e-mohabbat pe ik hilal khila

isi tarah se tiri yaad gul khilati rahi

ki zakhm bharne laga jab to indimal khila

ye vaqia hai ki is baar to bahar ke baad

khila hai gulshan-e-ummid aur kamal khila

Filed Under: Nazm Tagged With: Women Poets

Reader Interactions

Leave a Reply Cancel reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *

Primary Sidebar

Poet Type

  • Classic Poet
  • Sufi Poet
  • Top Rated Poet
  • Women Poets
  • Young Poets

Popular Ghazal

ada-jafarey

Koi Khabar Bhi Na Bheji Bahaar Ne Aate

Qarar Dil Ko Sada Jis Ke Nam Se Aaya

Main Hun Wahshat Mein Gum Main Teri Duniya Mein Nahin Rahta

poet

Thi Aasman Pe Meri Chadhai Tamam Raat

poet

Bas Dekh Raha Hun Mera Paimana Kahan Hai

Secondary Sidebar

Famous Poet

  • Adil Mansuri
  • Ahmad Faraz
  • Ahmad Nadeem Qasmi
  • Akbar Allahabadi
  • Akhtar Shirani
  • Akhtar-ul-Iman
  • Ali Sardar Jafri
  • Allama Iqbal
  • Ameer Minai
  • Asrarul Haq Majaz
  • Bahadur Shah Zafar
  • Bashar Nawaz
  • Bashir Badr
  • Dagh Dehlvi
  • Etibar Sajid
  • Faiz Ahmad Faiz
  • Firaq Gorakhpuri
  • Hasrat Mohani
  • Jaun Eliya
  • Jigar Moradabadi
  • Kaifi Azmi
  • Khumar Barabankavi
  • Majrooh Sultanpuri
  • Meer Taqi Meer
  • Mirza Ghalib
  • Muneer Niyazi
  • Nasir Kazmi
  • Nida Fazli
  • Pirzada Qasim
  • Qateel Shifai
  • Sahir Ludhianvi
  • Saleem Kausar
  • Shakeel Badayuni
  • Shahryar
  • Waseem Barelvi
  • Zafar Iqbal

Copyright © 2022 ยท Urdu Poet