• Skip to main content
  • Skip to secondary menu
  • Skip to primary sidebar
  • Skip to secondary sidebar
  • Contact
  • disclaimer
  • Privacy Policy
  • Terms of Use
Urdu Poet

Urdu Poet

Read the Classic Poetry

  • Ghazal
  • Nazm
  • Qita
  • Short Stories
You are here: Home / Ghazal / Kab Ek Rang Mein duniya Ka Haal Thahra Hai

Kab Ek Rang Mein duniya Ka Haal Thahra Hai

bilqis-zafirul-hasan

kab ek rang men duniya ka haal thahra hai

khushi ruki hai na koi malal thahra hai

tadap rahe hain pade roz o shab men uljhe log

nafas nafas koi pechida jaal thahra hai

khud apni fikr ugati hai vahm ke kante

ulajh ulajh ke mira har saval thahra hai

bas ik khandar mire andar jiye hi jaata hai

ajiib haal hai maazi men haal thahra hai

kabhi nahin tha na ab hai khayal-e-sud-o-ziyan

vahi to hoga jo apna maaal thahra hai

us ek baat ko guzre zamana biit gaya

magar dilon men abhi tak malal thahra hai

junun ke saae men ab ghar bana liya dil ne

chalo kahin to vo avara-hal thahra hai

bade kamal ka nikla vo aadmi ‘bilqis’

ki be-hunar hai magar ba-kamal thahra hai

Filed Under: Ghazal Tagged With: Women Poets

Reader Interactions

Leave a Reply Cancel reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *

Primary Sidebar

Poet Type

  • Classic Poet
  • Sufi Poet
  • Top Rated Poet
  • Women Poets
  • Young Poets

Popular Ghazal

KHirad Ne Lakh Sar-O-Barg-E-Ijtinab Kiya

nadiya-ambar-lodhi

Octopus

ahmad-khayal

Ai Tassub Zada duniya Tere Kirdar Pe Khak

Ye shoKHiyan Ye KHumar Jaise Sharab Aankhen

poet

Jari Hai Kab Se Marka Ye Jism-O-Jaan Mein Sard Sa

Secondary Sidebar

Famous Poet

  • Adil Mansuri
  • Ahmad Faraz
  • Ahmad Nadeem Qasmi
  • Akbar Allahabadi
  • Akhtar Shirani
  • Akhtar-ul-Iman
  • Ali Sardar Jafri
  • Allama Iqbal
  • Ameer Minai
  • Asrarul Haq Majaz
  • Bahadur Shah Zafar
  • Bashar Nawaz
  • Bashir Badr
  • Dagh Dehlvi
  • Etibar Sajid
  • Faiz Ahmad Faiz
  • Firaq Gorakhpuri
  • Hasrat Mohani
  • Jaun Eliya
  • Jigar Moradabadi
  • Kaifi Azmi
  • Khumar Barabankavi
  • Majrooh Sultanpuri
  • Meer Taqi Meer
  • Mirza Ghalib
  • Muneer Niyazi
  • Nasir Kazmi
  • Nida Fazli
  • Pirzada Qasim
  • Qateel Shifai
  • Sahir Ludhianvi
  • Saleem Kausar
  • Shakeel Badayuni
  • Shahryar
  • Waseem Barelvi
  • Zafar Iqbal

Copyright © 2022 ยท Urdu Poet