• Skip to main content
  • Skip to secondary menu
  • Skip to primary sidebar
  • Skip to secondary sidebar
  • Contact
  • disclaimer
  • Privacy Policy
  • Terms of Use
Urdu Poet

Urdu Poet

Read the Classic Poetry

  • Ghazal
  • Nazm
  • Qita
  • Short Stories
You are here: Home / Ghazal / Kaam Duniya Mein Bahut Karna Hai

Kaam Duniya Mein Bahut Karna Hai

kaam duniya men bahut karna hai

qabl marne ke hamen marna hai

aa.iye naza.a ka hangam hai ab

mashvara aap se kuchh karna hai

dil ne ye kah ke kahin chhoḌa saath

ham ko kuchh kaam yahan karna hai

qatl karne men takalluf na karo

aḳhir ik roz hamen marna hai

tum se ik roz karenge taqrir

apni baton men asar bharna hai

tum ko dikhla.enge dil ki tasvir

ja-ba-ja rang abhi bharna hai

rok lo girya-e-ḳhunin ko ‘aziz’

dil ka nasur abhi bharna hai

Filed Under: Ghazal Tagged With: Urdu Poet

Reader Interactions

Leave a Reply Cancel reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *

Primary Sidebar

Poet Type

  • Classic Poet
  • Sufi Poet
  • Top Rated Poet
  • Women Poets
  • Young Poets

Popular Ghazal

Har sans Hai Sharh-E-Nakaami Phir Ishq Ko Ruswa Kaun Kare

poet

Dil Buton Pe Nisar Karte Hain

Hamare Dil Mein Ab talKHi Nahin Hai

adeel-zaidi

Sahra-O-dasht-O-Sarw-O-Saman Ka Sharik Tha

Kahani Yun Adhuri Chal Rahi Hai

Secondary Sidebar

Famous Poet

  • Adil Mansuri
  • Ahmad Faraz
  • Ahmad Nadeem Qasmi
  • Akbar Allahabadi
  • Akhtar Shirani
  • Akhtar-ul-Iman
  • Ali Sardar Jafri
  • Allama Iqbal
  • Ameer Minai
  • Asrarul Haq Majaz
  • Bahadur Shah Zafar
  • Bashar Nawaz
  • Bashir Badr
  • Dagh Dehlvi
  • Etibar Sajid
  • Faiz Ahmad Faiz
  • Firaq Gorakhpuri
  • Hasrat Mohani
  • Jaun Eliya
  • Jigar Moradabadi
  • Kaifi Azmi
  • Khumar Barabankavi
  • Majrooh Sultanpuri
  • Meer Taqi Meer
  • Mirza Ghalib
  • Muneer Niyazi
  • Nasir Kazmi
  • Nida Fazli
  • Pirzada Qasim
  • Qateel Shifai
  • Sahir Ludhianvi
  • Saleem Kausar
  • Shakeel Badayuni
  • Shahryar
  • Waseem Barelvi
  • Zafar Iqbal

Copyright © 2022 · Urdu Poet