• Skip to main content
  • Skip to secondary menu
  • Skip to primary sidebar
  • Skip to secondary sidebar
  • Contact
  • disclaimer
  • Privacy Policy
  • Terms of Use
Urdu Poet

Urdu Poet

Read the Classic Poetry

  • Ghazal
  • Nazm
  • Qita
  • Short Stories
You are here: Home / Ghazal / Justuju Manzil-E-Idrak Se Wabasta Hai

Justuju Manzil-E-Idrak Se Wabasta Hai

justuju manzil-e-idrak se vabasta hai

ḳhak-e-darvesh abhi chaak se vabasta hai

meri fitrat nahin main ghair ke raste pe chalun

meri nisbat bhi meri naak se vabasta hai

vo jo aa.i thi mire sa.in ke qadmon ke tale

meri hasti to isi ḳhaak se vabasta hai

tu kabhi ruuh se insaf nahin kar sakta

teri darveshi to poshak se vabasta hai

taḳhta-e-dar pe chaḌh ja.egi sach ki ḳhatir

ye zaban lahja-e-bebak se vabasta hai

hosh vaalo ko ye hasil nahin hoti hai miyan

ye ḳhushi dida-e-namnak se vabasta hai

ham zamin par nahin chalte kabhi tan kar ‘tariq’

dil yahan hai magar aflak se vabasta hai

Filed Under: Ghazal Tagged With: Urdu Poet

Reader Interactions

Leave a Reply Cancel reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *

Primary Sidebar

Poet Type

  • Classic Poet
  • Sufi Poet
  • Top Rated Poet
  • Women Poets
  • Young Poets

Popular Ghazal

Jo KHas-E-Badan Tha Jala Bahut Kai Nikhaton Ki Talash Mein

poet

Mai-Kasho Jaan Ke Lale Nazar Aate Hain Mujhe

ali-sardar-jafri

Masti-E-Rindana Hum Sairabi-E-Mai-Khana Hum

Apne Jaise Diwanon Ki thoDi to Imdad Karun

Ek Aise Makan Mein Thahre Hain

Secondary Sidebar

Famous Poet

  • Adil Mansuri
  • Ahmad Faraz
  • Ahmad Nadeem Qasmi
  • Akbar Allahabadi
  • Akhtar Shirani
  • Akhtar-ul-Iman
  • Ali Sardar Jafri
  • Allama Iqbal
  • Ameer Minai
  • Asrarul Haq Majaz
  • Bahadur Shah Zafar
  • Bashar Nawaz
  • Bashir Badr
  • Dagh Dehlvi
  • Etibar Sajid
  • Faiz Ahmad Faiz
  • Firaq Gorakhpuri
  • Hasrat Mohani
  • Jaun Eliya
  • Jigar Moradabadi
  • Kaifi Azmi
  • Khumar Barabankavi
  • Majrooh Sultanpuri
  • Meer Taqi Meer
  • Mirza Ghalib
  • Muneer Niyazi
  • Nasir Kazmi
  • Nida Fazli
  • Pirzada Qasim
  • Qateel Shifai
  • Sahir Ludhianvi
  • Saleem Kausar
  • Shakeel Badayuni
  • Shahryar
  • Waseem Barelvi
  • Zafar Iqbal

Copyright © 2023 · Urdu Poet