• Skip to main content
  • Skip to secondary menu
  • Skip to primary sidebar
  • Skip to secondary sidebar
  • Contact
  • disclaimer
  • Privacy Policy
  • Terms of Use
Urdu Poet

Urdu Poet

Read the Classic Poetry

  • Ghazal
  • Nazm
  • Qita
  • Short Stories
You are here: Home / Ghazal / Is Tarah Aah Kal Hum Us Anjuman Se Nikle

Is Tarah Aah Kal Hum Us Anjuman Se Nikle

poet

is tarah aah kal ham us anjuman se nikle

fasl-e-bahar men juun bulbul chaman se nikle

aati lapat hai jaisi us zulf-e-ambarin se

kya taab hai jo vo bu mushk-e-khutan se nikle

tum ko na ek par bhi raham aah shab ko aaya

kya kya hi aah o naale apne dahan se nikle

ab hai dua ye apni har shaam har sahar ko

ya vo badan se lipte ya jaan tan se nikle

to janiyo muqarrar us ko ‘surur’ ashiq

kuchh dard ki si halat jis ke sukhan se nikle

Filed Under: Ghazal Tagged With: Classic Poet

Reader Interactions

Leave a Reply Cancel reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *

Primary Sidebar

Poet Type

  • Classic Poet
  • Sufi Poet
  • Top Rated Poet
  • Women Poets
  • Young Poets

Popular Ghazal

Kyun Har Uruj Ko Yahan aaKHir Zawal Hai

Ye Kaisi Baat Mera Mehrban Bhul Gaya

Mere suKHan Ko Anokhe Kamal Deta Hai

Tujhe Kab Pukara Nahin Ja Raha

poet

Hai Aarzu Ye Ji Mein Uski Gali Mein Jawen

Secondary Sidebar

Famous Poet

  • Adil Mansuri
  • Ahmad Faraz
  • Ahmad Nadeem Qasmi
  • Akbar Allahabadi
  • Akhtar Shirani
  • Akhtar-ul-Iman
  • Ali Sardar Jafri
  • Allama Iqbal
  • Ameer Minai
  • Asrarul Haq Majaz
  • Bahadur Shah Zafar
  • Bashar Nawaz
  • Bashir Badr
  • Dagh Dehlvi
  • Etibar Sajid
  • Faiz Ahmad Faiz
  • Firaq Gorakhpuri
  • Hasrat Mohani
  • Jaun Eliya
  • Jigar Moradabadi
  • Kaifi Azmi
  • Khumar Barabankavi
  • Majrooh Sultanpuri
  • Meer Taqi Meer
  • Mirza Ghalib
  • Muneer Niyazi
  • Nasir Kazmi
  • Nida Fazli
  • Pirzada Qasim
  • Qateel Shifai
  • Sahir Ludhianvi
  • Saleem Kausar
  • Shakeel Badayuni
  • Shahryar
  • Waseem Barelvi
  • Zafar Iqbal

Copyright © 2023 ยท Urdu Poet