• Skip to main content
  • Skip to secondary menu
  • Skip to primary sidebar
  • Skip to secondary sidebar
  • Contact
  • disclaimer
  • Privacy Policy
  • Terms of Use
Urdu Poet

Urdu Poet

Read the Classic Poetry

  • Ghazal
  • Nazm
  • Qita
  • Short Stories
You are here: Home / Ghazal / Har Roz Rah Takti Hain Mere Singhaar Ki

Har Roz Rah Takti Hain Mere Singhaar Ki

shabnam-shakeel

har roz raah takti hain mere singhar ki

ghar men khili hui hain jo kaliyan anaar ki

kal un ke bhi khayal ko main ne jhatak diya

had ho gai hai mere bhi sabr-o-qarar ki

maazi pe guftugu se vo ghabra rahe the aaj

main ne bhi aaj baat vahi baar baar ki

ab pyaar ki ada pe bhi jhunjhla rahe hain vo

kahte hain mujh ko fikr hai kuchh karobar ki

aksar to log pahli sada par hi bik gae

boli to go lagi thi bade e’tibar ki

zinda rahi to naam bhi lungi na pyaar ka

saugand hai mujhe mire parvardigar ki

sab ka khayal ghar ki sajat ki mahfilen

main ne bhi ab ye aam ravish ikhtiyar ki

Filed Under: Ghazal Tagged With: Women Poets

Reader Interactions

Leave a Reply Cancel reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *

Primary Sidebar

Poet Type

  • Classic Poet
  • Sufi Poet
  • Top Rated Poet
  • Women Poets
  • Young Poets

Popular Ghazal

KHat Kar Chuke Hain Ab Ke Jo Irsal Dekhna

Kisi Bhi Shahr Ka Mausam Suhana chhoD Dete Hain

Ek Taswir Aankhon Mein Aati Hui Ek Jati Hui

abrar-azmi

Bahut Tazkira dastanon Mein Tha

Tum Na Aaoge to Kya Ho Jaega

Secondary Sidebar

Famous Poet

  • Adil Mansuri
  • Ahmad Faraz
  • Ahmad Nadeem Qasmi
  • Akbar Allahabadi
  • Akhtar Shirani
  • Akhtar-ul-Iman
  • Ali Sardar Jafri
  • Allama Iqbal
  • Ameer Minai
  • Asrarul Haq Majaz
  • Bahadur Shah Zafar
  • Bashar Nawaz
  • Bashir Badr
  • Dagh Dehlvi
  • Etibar Sajid
  • Faiz Ahmad Faiz
  • Firaq Gorakhpuri
  • Hasrat Mohani
  • Jaun Eliya
  • Jigar Moradabadi
  • Kaifi Azmi
  • Khumar Barabankavi
  • Majrooh Sultanpuri
  • Meer Taqi Meer
  • Mirza Ghalib
  • Muneer Niyazi
  • Nasir Kazmi
  • Nida Fazli
  • Pirzada Qasim
  • Qateel Shifai
  • Sahir Ludhianvi
  • Saleem Kausar
  • Shakeel Badayuni
  • Shahryar
  • Waseem Barelvi
  • Zafar Iqbal

Copyright © 2022 ยท Urdu Poet