• Skip to main content
  • Skip to secondary menu
  • Skip to primary sidebar
  • Skip to secondary sidebar
  • Contact
  • disclaimer
  • Privacy Policy
  • Terms of Use
Urdu Poet

Urdu Poet

Read the Classic Poetry

  • Ghazal
  • Nazm
  • Qita
  • Short Stories
You are here: Home / Ghazal / Justuju Jab Teri Nahin Hogi

Justuju Jab Teri Nahin Hogi

Sufi

justuju jab tiri nahin hogi

meri manzil koi nahin hogi

main huun chhota to kya ye lazim hai

meri khvahish badi nahin hogi

yuun to jugnu bhi hain hasin lekin

in se to raushni nahin hogi

koi chehra khila nahin lagta

dil men shayad khushi nahin hogi

ab ke basti men hai jo sannata

khatm ye khamushi nahin hogi

ab chalen dasht ko vahan shayad

itni be-raunaqi nahin hogi

khvab ‘masud’ kya vo dekhega

aankh jis ki lagi nahin hogi

Filed Under: Ghazal Tagged With: Urdu Poet

Reader Interactions

Leave a Reply Cancel reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *

Primary Sidebar

Poet Type

  • Classic Poet
  • Sufi Poet
  • Top Rated Poet
  • Women Poets
  • Young Poets

Popular Ghazal

shad-azimabadi

Kaba Bhi Hai Tuta Hua But-Khana Hamara

poet

Rah-E-Kahkashan Se Guzar Gaya Hama-in-O-an Se Guzar Gaya

Dastaras Mein Kahkashan Jugnu Diya Kuchh Bhi Nahin

Wo Log Jinko Hai Ab KHud-Kushi Se Dilchaspi

parveen-fana-syed

sanware aaKhirat ya zindagi ko

Secondary Sidebar

Famous Poet

  • Adil Mansuri
  • Ahmad Faraz
  • Ahmad Nadeem Qasmi
  • Akbar Allahabadi
  • Akhtar Shirani
  • Akhtar-ul-Iman
  • Ali Sardar Jafri
  • Allama Iqbal
  • Ameer Minai
  • Asrarul Haq Majaz
  • Bahadur Shah Zafar
  • Bashar Nawaz
  • Bashir Badr
  • Dagh Dehlvi
  • Etibar Sajid
  • Faiz Ahmad Faiz
  • Firaq Gorakhpuri
  • Hasrat Mohani
  • Jaun Eliya
  • Jigar Moradabadi
  • Kaifi Azmi
  • Khumar Barabankavi
  • Majrooh Sultanpuri
  • Meer Taqi Meer
  • Mirza Ghalib
  • Muneer Niyazi
  • Nasir Kazmi
  • Nida Fazli
  • Pirzada Qasim
  • Qateel Shifai
  • Sahir Ludhianvi
  • Saleem Kausar
  • Shakeel Badayuni
  • Shahryar
  • Waseem Barelvi
  • Zafar Iqbal

Copyright © 2023 ยท Urdu Poet