• Skip to main content
  • Skip to secondary menu
  • Skip to primary sidebar
  • Skip to secondary sidebar
  • Contact
  • disclaimer
  • Privacy Policy
  • Terms of Use
Urdu Poet

Urdu Poet

Read the Classic Poetry

  • Ghazal
  • Nazm
  • Qita
  • Short Stories
You are here: Home / Ghazal / Junun-E-Shauq Mein Mahw-E-Tamasha Ho Gae Hum Tum

Junun-E-Shauq Mein Mahw-E-Tamasha Ho Gae Hum Tum

junun-e-shauq men mahv-e-tamasha ho ga.e ham tum

mohabbat rang laa.i ḳhuub rusva ho ga.e ham tum

koi monis na hamdam hai na koi raz-dan apna

hujum-e-shauq ke saa.e men tanha ho ga.e ham tum

andheron men bhaTakti hai javani raushni kaisi

ye kya manzil hai mahrum-e-tamanna ho ga.e ham tum

parastar-e-vafa koi nahin bazar-e-ulfat men

ḳharidari nahin jis ki vo sauda ho ga.e ham tum

azal se qismat-e-adam mohabbat se hai vabasta

jahan men kis liye phir aah rusva ho ga.e ham tum

chale the do qadam jab bhi kabhi anjam rahon par

hasin-o-gul-fishan rahon pe shaida ho ga.e ham tum

surur-o-kaif ke aalam men apni hosh kho baiThe

‘nazar’ ki choT kha kar mahv-e-jalva ho ga.e ham tum

Filed Under: Ghazal Tagged With: Urdu Poet

Reader Interactions

Leave a Reply Cancel reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *

Primary Sidebar

Poet Type

  • Classic Poet
  • Sufi Poet
  • Top Rated Poet
  • Women Poets
  • Young Poets

Popular Ghazal

Hum Dil Ki Nigahon Se Jahan Dekh Rahe Hain

fauziya-rabab

Log Karte Hain Faqat Waqt Guzari Pagal

zafar-iqbal

Bikhar Bikhar Gae Alfaz Se Ada Na Hue

Parde Ko Jo Lau De Wo Jhalak Aur Hi Kuchh Hai

poet

dushman Ki Baat Jab Teri Mahfil Mein Rah Gai

Secondary Sidebar

Famous Poet

  • Adil Mansuri
  • Ahmad Faraz
  • Ahmad Nadeem Qasmi
  • Akbar Allahabadi
  • Akhtar Shirani
  • Akhtar-ul-Iman
  • Ali Sardar Jafri
  • Allama Iqbal
  • Ameer Minai
  • Asrarul Haq Majaz
  • Bahadur Shah Zafar
  • Bashar Nawaz
  • Bashir Badr
  • Dagh Dehlvi
  • Etibar Sajid
  • Faiz Ahmad Faiz
  • Firaq Gorakhpuri
  • Hasrat Mohani
  • Jaun Eliya
  • Jigar Moradabadi
  • Kaifi Azmi
  • Khumar Barabankavi
  • Majrooh Sultanpuri
  • Meer Taqi Meer
  • Mirza Ghalib
  • Muneer Niyazi
  • Nasir Kazmi
  • Nida Fazli
  • Pirzada Qasim
  • Qateel Shifai
  • Sahir Ludhianvi
  • Saleem Kausar
  • Shakeel Badayuni
  • Shahryar
  • Waseem Barelvi
  • Zafar Iqbal

Copyright © 2023 · Urdu Poet