• Skip to main content
  • Skip to secondary menu
  • Skip to primary sidebar
  • Skip to secondary sidebar
  • Contact
  • disclaimer
  • Privacy Policy
  • Terms of Use
Urdu Poet

Urdu Poet

Read the Classic Poetry

  • Ghazal
  • Nazm
  • Qita
  • Short Stories
You are here: Home / Ghazal / Ye Uski Marzi Ki Main Us Ka intiKHab Na Tha

Ye Uski Marzi Ki Main Us Ka intiKHab Na Tha

ye us ki marzi ki main us ka intiḳhab na tha

vagarna mere muqaddar men kya janab na tha

kuchh is liye tire gulshan se main palaT aaya

tamam phuul vahan the magar gulab na tha

bichhaḌte vaqt hamare labon men chubhne lage

saval aise ki jin ka koi javab na tha

jise bhi chaha use be-hisab chaha ki

hamare dil men miyan sho.aba-e-hisab na tha

gulu-e-ḳhushk se tir-e-sitam ko toḌ diya

ye bachpane ka tha aalam abhi shabab na tha

main ik zamane men ‘hashim-raza’ payambar tha

mohabbaton ka magar sahib-e-kitab na tha

Filed Under: Ghazal Tagged With: Urdu Poet

Reader Interactions

Leave a Reply Cancel reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *

Primary Sidebar

Poet Type

  • Classic Poet
  • Sufi Poet
  • Top Rated Poet
  • Women Poets
  • Young Poets

Popular Ghazal

Mujhko Tere KHayal Se Wahshat Kabhi Na Thi

poet

Main Tere dar Se Ro Nahin Sakta

fauziya-rabab

Yunhi dukh Ho Jawenge Kam Shahzade

Tabiat Bujh Gai Jab Se Tere Didar Ko Tarse

Thi Abhi Subh Abhi Sham Hui Jati Hai

Secondary Sidebar

Famous Poet

  • Adil Mansuri
  • Ahmad Faraz
  • Ahmad Nadeem Qasmi
  • Akbar Allahabadi
  • Akhtar Shirani
  • Akhtar-ul-Iman
  • Ali Sardar Jafri
  • Allama Iqbal
  • Ameer Minai
  • Asrarul Haq Majaz
  • Bahadur Shah Zafar
  • Bashar Nawaz
  • Bashir Badr
  • Dagh Dehlvi
  • Etibar Sajid
  • Faiz Ahmad Faiz
  • Firaq Gorakhpuri
  • Hasrat Mohani
  • Jaun Eliya
  • Jigar Moradabadi
  • Kaifi Azmi
  • Khumar Barabankavi
  • Majrooh Sultanpuri
  • Meer Taqi Meer
  • Mirza Ghalib
  • Muneer Niyazi
  • Nasir Kazmi
  • Nida Fazli
  • Pirzada Qasim
  • Qateel Shifai
  • Sahir Ludhianvi
  • Saleem Kausar
  • Shakeel Badayuni
  • Shahryar
  • Waseem Barelvi
  • Zafar Iqbal

Copyright © 2023 · Urdu Poet