• Skip to main content
  • Skip to secondary menu
  • Skip to primary sidebar
  • Skip to secondary sidebar
  • Contact
  • disclaimer
  • Privacy Policy
  • Terms of Use
Urdu Poet

Urdu Poet

Read the Classic Poetry

  • Ghazal
  • Nazm
  • Qita
  • Short Stories
You are here: Home / Ghazal / Ghazlen Likh Likh Pagal Hone Wala Hun

Ghazlen Likh Likh Pagal Hone Wala Hun

ghazlen likh likh pagal hone vaala huun

jhuuT nahin ab sach men rone vaala huun

baten karna phone pe jaan ab chhoḌo bhi

ḳhvab men aao main bhi sone vaala huun

haath pakaḌ kar rok lo meri jaan mujhe

phir duniya ki bhiiḌ men khone vaala huun

aur na maila kar duun us ke daman ko

daagh jo us ke dil se dhone vaala huun

us ko kis ummid pe apna bol diya

main to aur kisi ka hone vaala huun

gali gali bahlata phirta bachchon ko

tum samjho ik shaḳhs khilaune vaala huun

kaghaz ke ye phuul mahakte thoḌi hain

main lafzon ke haar pirone vaala huun

Filed Under: Ghazal Tagged With: Urdu Poet

Reader Interactions

Leave a Reply Cancel reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *

Primary Sidebar

Poet Type

  • Classic Poet
  • Sufi Poet
  • Top Rated Poet
  • Women Poets
  • Young Poets

Popular Ghazal

Qirtas O Qalam Hath Mein Hai Aur Shab-E-Mah Hai

Ye Daur-E-Kam-Nazaran Hai to Phir Sila Kaisa

poet

Bikhar Rahi Hai Jo Quwwat Wo Phir Munazzam Ho

Ishq Mein Ho Ke Mubtila Dil Ne Kamal Kar Diya

Kitna Hasin Tha Tu Kabhi Kuchh KHayal Kar

Secondary Sidebar

Famous Poet

  • Adil Mansuri
  • Ahmad Faraz
  • Ahmad Nadeem Qasmi
  • Akbar Allahabadi
  • Akhtar Shirani
  • Akhtar-ul-Iman
  • Ali Sardar Jafri
  • Allama Iqbal
  • Ameer Minai
  • Asrarul Haq Majaz
  • Bahadur Shah Zafar
  • Bashar Nawaz
  • Bashir Badr
  • Dagh Dehlvi
  • Etibar Sajid
  • Faiz Ahmad Faiz
  • Firaq Gorakhpuri
  • Hasrat Mohani
  • Jaun Eliya
  • Jigar Moradabadi
  • Kaifi Azmi
  • Khumar Barabankavi
  • Majrooh Sultanpuri
  • Meer Taqi Meer
  • Mirza Ghalib
  • Muneer Niyazi
  • Nasir Kazmi
  • Nida Fazli
  • Pirzada Qasim
  • Qateel Shifai
  • Sahir Ludhianvi
  • Saleem Kausar
  • Shakeel Badayuni
  • Shahryar
  • Waseem Barelvi
  • Zafar Iqbal

Copyright © 2022 · Urdu Poet