• Skip to main content
  • Skip to secondary menu
  • Skip to primary sidebar
  • Skip to secondary sidebar
  • Contact
  • disclaimer
  • Privacy Policy
  • Terms of Use
Urdu Poet

Urdu Poet

Read the Classic Poetry

  • Ghazal
  • Nazm
  • Qita
  • Short Stories
You are here: Home / Ghazal / Junun-E-Shauq Ki Dar-O-Rasan Ki Baat Chali

Junun-E-Shauq Ki Dar-O-Rasan Ki Baat Chali

junun-e-shauq ki dar-o-rasan ki baat chali

hamare ba.ad hamare chalan ki baat chali

gham-e-hayat ne sab kuchh bhula diya tha magar

taḌap uThe jo tiri anjuman ki baat chali

bayan-e-mausam-e-gul dastan-e-raqs-e-bahar

ba-tarz-e-nau usi gul-pairahan ki baat chali

faza-e-sub.h-e-gulistan se sham-e-zindan tak

ḳhulus-e-ham-nafsan-e-vatan ki baat chali

shua-e-dard se jab sang-e-be-hisi pighla

tilism-e-shisha-giran-e-kuhan ki baat chali

Filed Under: Ghazal Tagged With: Urdu Poet

Reader Interactions

Leave a Reply Cancel reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *

Primary Sidebar

Poet Type

  • Classic Poet
  • Sufi Poet
  • Top Rated Poet
  • Women Poets
  • Young Poets

Popular Ghazal

Duniya Apni chhoTi Si

Tamanna Hai Kisi Ki Tegh Ho Aur Apni Gardan Ho

Koi Kuchh Bhi Kahta Rahe Sab KHamoshi Se Sun Leta Hai

poet

Zindagi Usko Ras Aai Hai

poet

Nahin Haal-E-Dehli Sunane Ke Qabil

Secondary Sidebar

Famous Poet

  • Adil Mansuri
  • Ahmad Faraz
  • Ahmad Nadeem Qasmi
  • Akbar Allahabadi
  • Akhtar Shirani
  • Akhtar-ul-Iman
  • Ali Sardar Jafri
  • Allama Iqbal
  • Ameer Minai
  • Asrarul Haq Majaz
  • Bahadur Shah Zafar
  • Bashar Nawaz
  • Bashir Badr
  • Dagh Dehlvi
  • Etibar Sajid
  • Faiz Ahmad Faiz
  • Firaq Gorakhpuri
  • Hasrat Mohani
  • Jaun Eliya
  • Jigar Moradabadi
  • Kaifi Azmi
  • Khumar Barabankavi
  • Majrooh Sultanpuri
  • Meer Taqi Meer
  • Mirza Ghalib
  • Muneer Niyazi
  • Nasir Kazmi
  • Nida Fazli
  • Pirzada Qasim
  • Qateel Shifai
  • Sahir Ludhianvi
  • Saleem Kausar
  • Shakeel Badayuni
  • Shahryar
  • Waseem Barelvi
  • Zafar Iqbal

Copyright © 2023 · Urdu Poet