• Skip to main content
  • Skip to secondary menu
  • Skip to primary sidebar
  • Skip to secondary sidebar
  • Contact
  • disclaimer
  • Privacy Policy
  • Terms of Use
Urdu Poet

Urdu Poet

Read the Classic Poetry

  • Ghazal
  • Nazm
  • Qita
  • Short Stories
You are here: Home / Ghazal / Josh Junun Mein Raat Din Sab Se Raha Alag Alag

Josh Junun Mein Raat Din Sab Se Raha Alag Alag

poet

josh junun men raat din sab se raha alag alag

main huun juda alag alag log juda alag alag

main ne bala.en lene ko haath baḌhaya jab udhar

munh ko phira ke yaar ne mujh se kaha alag alag

sham.a jalane aa.e hain aaj vo meri qabr par

chalna ḳhuda ke vaste bad-e-saba alag alag

ḳhaak ho zindagi bhala tere mariz-e-ishq ki

main huun dava se duur duur mujh se dava alag alag

‘sabir’ vo kam-nasib huun hijr men gar uTha.un haath

bab-e-qubul se rahe meri dua alag alag

Filed Under: Ghazal Tagged With: Urdu Poet

Reader Interactions

Leave a Reply Cancel reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *

Primary Sidebar

Poet Type

  • Classic Poet
  • Sufi Poet
  • Top Rated Poet
  • Women Poets
  • Young Poets

Popular Ghazal

Hamari Jab Hamari Ab Hamari Kab Se Kya Matlab

Ishq-E-Sitam-Parast Kya Husn-E-Sitam-Shiar Kya

poet

Guzar Is Hujra-E-Gardun Se Ho Kidhar Apna

Ta-Hadd-E-Nazar Koi Bhi Dam-Saz Nahin Hai

pinhaan-ansari

Manzar Hai Abhi dur Zara Hadd-E-Nazar Se

Secondary Sidebar

Famous Poet

  • Adil Mansuri
  • Ahmad Faraz
  • Ahmad Nadeem Qasmi
  • Akbar Allahabadi
  • Akhtar Shirani
  • Akhtar-ul-Iman
  • Ali Sardar Jafri
  • Allama Iqbal
  • Ameer Minai
  • Asrarul Haq Majaz
  • Bahadur Shah Zafar
  • Bashar Nawaz
  • Bashir Badr
  • Dagh Dehlvi
  • Etibar Sajid
  • Faiz Ahmad Faiz
  • Firaq Gorakhpuri
  • Hasrat Mohani
  • Jaun Eliya
  • Jigar Moradabadi
  • Kaifi Azmi
  • Khumar Barabankavi
  • Majrooh Sultanpuri
  • Meer Taqi Meer
  • Mirza Ghalib
  • Muneer Niyazi
  • Nasir Kazmi
  • Nida Fazli
  • Pirzada Qasim
  • Qateel Shifai
  • Sahir Ludhianvi
  • Saleem Kausar
  • Shakeel Badayuni
  • Shahryar
  • Waseem Barelvi
  • Zafar Iqbal

Copyright © 2023 · Urdu Poet