• Skip to main content
  • Skip to secondary menu
  • Skip to primary sidebar
  • Skip to secondary sidebar
  • Contact
  • disclaimer
  • Privacy Policy
  • Terms of Use
Urdu Poet

Urdu Poet

Read the Classic Poetry

  • Ghazal
  • Nazm
  • Qita
  • Short Stories
You are here: Home / Nazm / Banjar Zamin Ka Khwab

Banjar Zamin Ka Khwab

naz-butt

kai sadiyon se sahra ki sulagti ret par tanha khadi main sochti huun

nahin koi nahin hai

nahin koi nahin hai jo mire andar bilakti khamushi ko thapkiyan de kar sula daale

mohabbat ok men bhar kar pila daale

ye kaisi be-niyazi hai

ki jalti ediyon ki siskiyan san kar bhi badal chup raha hai

ye kaise rat-jage ankhon men utre hain

ki jin ke silsile qarnon pe phaile hain

magar main hijr ke mausam liye

kab se

kisi banjar zamin ke khvab ka tavan bharti huun

Filed Under: Nazm Tagged With: Women Poets

Reader Interactions

Leave a Reply Cancel reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *

Primary Sidebar

Poet Type

  • Classic Poet
  • Sufi Poet
  • Top Rated Poet
  • Women Poets
  • Young Poets

Popular Ghazal

Murda Ragon Mein KHun Ki Garmi Kahan Se Aai

poet

Bahaar Aai Hai Phir Wahshat Ke Saman Hote Jate Hain

Ab Masafat Mein to Aaram Nahin Aa Sakta

Sochiye Gar Use Har-Nafas Maut Hai Kuchh Mudawa Bhi Ho Be-Hisi Ke Liye

Jaane Kis KHak Se Bana Hai Wo

Secondary Sidebar

Famous Poet

  • Adil Mansuri
  • Ahmad Faraz
  • Ahmad Nadeem Qasmi
  • Akbar Allahabadi
  • Akhtar Shirani
  • Akhtar-ul-Iman
  • Ali Sardar Jafri
  • Allama Iqbal
  • Ameer Minai
  • Asrarul Haq Majaz
  • Bahadur Shah Zafar
  • Bashar Nawaz
  • Bashir Badr
  • Dagh Dehlvi
  • Etibar Sajid
  • Faiz Ahmad Faiz
  • Firaq Gorakhpuri
  • Hasrat Mohani
  • Jaun Eliya
  • Jigar Moradabadi
  • Kaifi Azmi
  • Khumar Barabankavi
  • Majrooh Sultanpuri
  • Meer Taqi Meer
  • Mirza Ghalib
  • Muneer Niyazi
  • Nasir Kazmi
  • Nida Fazli
  • Pirzada Qasim
  • Qateel Shifai
  • Sahir Ludhianvi
  • Saleem Kausar
  • Shakeel Badayuni
  • Shahryar
  • Waseem Barelvi
  • Zafar Iqbal

Copyright © 2022 ยท Urdu Poet