• Skip to main content
  • Skip to secondary menu
  • Skip to primary sidebar
  • Skip to secondary sidebar
  • Contact
  • disclaimer
  • Privacy Policy
  • Terms of Use
Urdu Poet

Urdu Poet

Read the Classic Poetry

  • Ghazal
  • Nazm
  • Qita
  • Short Stories
You are here: Home / Ghazal / Jo zaKHm Lage Hain Mere Dil Par Nahin Dekha

Jo zaKHm Lage Hain Mere Dil Par Nahin Dekha

jo zaḳhm lage hain mire dil par nahin dekha

tum ne mira hal-e-dil-e-muztar nahin dekha

ankhon men to barbadi-e-gulshan ka tha manzar

phulon ki taraf aankh uTha kar nahin dekha

taqdir men the hi nahin aram ke lamhe

ghurbat men kaTi umr kabhi ghar nahin dekha

shayad koi divana nahin aaj sar-e-rah

hathon men kisi tifl ke patthar nahin dekha

katra ke guzar jaati hai jis dar se masarrat

nadar ka tum ne kabhi vo ghar nahin dekha

maujon ke thapeḌon se na hoga kabhi vaqif

jis ne kabhi dariya men utar kar nahin dekha

thiin manzil-e-farda ki taraf meri nigahen

maazi ki taraf main ne palaT kar nahin dekha

‘ma.asum’ kahun kis se mohabbat ka fasana

ik ḳhvab tha jo main ne mukarrar nahin dekha

Filed Under: Ghazal Tagged With: Urdu Poet

Reader Interactions

Leave a Reply Cancel reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *

Primary Sidebar

Poet Type

  • Classic Poet
  • Sufi Poet
  • Top Rated Poet
  • Women Poets
  • Young Poets

Popular Ghazal

poet

In Wafaon Ka Faisla Kar De

poet

Lashkar-E-Ishq Aa Pada Hai Mulk-E-dil Par Tut Tut

Chain Ab Mujhko Tah-E-Dam to Lene Dete

Tum Ho Jo Kuchh Kahan Chhupaoge

Bisat-E-Waqt Pe Sadiyon Ke Fasle Hum Log

Secondary Sidebar

Famous Poet

  • Adil Mansuri
  • Ahmad Faraz
  • Ahmad Nadeem Qasmi
  • Akbar Allahabadi
  • Akhtar Shirani
  • Akhtar-ul-Iman
  • Ali Sardar Jafri
  • Allama Iqbal
  • Ameer Minai
  • Asrarul Haq Majaz
  • Bahadur Shah Zafar
  • Bashar Nawaz
  • Bashir Badr
  • Dagh Dehlvi
  • Etibar Sajid
  • Faiz Ahmad Faiz
  • Firaq Gorakhpuri
  • Hasrat Mohani
  • Jaun Eliya
  • Jigar Moradabadi
  • Kaifi Azmi
  • Khumar Barabankavi
  • Majrooh Sultanpuri
  • Meer Taqi Meer
  • Mirza Ghalib
  • Muneer Niyazi
  • Nasir Kazmi
  • Nida Fazli
  • Pirzada Qasim
  • Qateel Shifai
  • Sahir Ludhianvi
  • Saleem Kausar
  • Shakeel Badayuni
  • Shahryar
  • Waseem Barelvi
  • Zafar Iqbal

Copyright © 2023 · Urdu Poet