• Skip to main content
  • Skip to secondary menu
  • Skip to primary sidebar
  • Skip to secondary sidebar
  • Contact
  • disclaimer
  • Privacy Policy
  • Terms of Use
Urdu Poet

Urdu Poet

Read the Classic Poetry

  • Ghazal
  • Nazm
  • Qita
  • Short Stories
You are here: Home / Ghazal / Jo Tum Ho Do Qadam Aage to Hum Hain Do Qadam Pichhe

Jo Tum Ho Do Qadam Aage to Hum Hain Do Qadam Pichhe

jo tum ho do qadam aage to ham hain do qadam pichhe

ye farq-e-do-qadam kya hai na tum aage na ham pichhe

sanam us ke jamali hain sanam us ke ḳhayali hain

ḳhuda-sazi tha shughl-e-dair rahta kyuun haram pichhe

ye kya insaf hai aadil baḌhaya tishnagi pahle

diya teri adalat ne shu.ur-e-shahad-o-sam pichhe

ye hai tariḳh ka darbar kuchh darvesh baiThe hain

khaḌe hain qaisar o faghfur o dara-e-ajam pichhe

bulandi shiddat-e-parvaz se banti ga.i yaani

nazar aage thi aur har fasla tha besh o kam pichhe

yahan bhi kar ke ik sajda vahan bhi kar ke ik sajda

musafir baḌh gaya chiḳha kiye dair o haram pichhe

gale us se bhi kaTte hain gale is se bhi kaTte hain

rahe kyuun ‘maz.hari’ talvar se apna qalam pichhe

Filed Under: Ghazal Tagged With: Urdu Poet

Reader Interactions

Leave a Reply Cancel reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *

Primary Sidebar

Poet Type

  • Classic Poet
  • Sufi Poet
  • Top Rated Poet
  • Women Poets
  • Young Poets

Popular Ghazal

Be-KHabar Kuchh Na Jite Ji Samjhe

poet

Shisha-E-Dil Dukan Mein Aaya

akhtar-ansari-akbarabadi

Rahne de Ye Tanz Ke Nashtar Ahl-e-Junun Bebak Nahin

Hawa Hi Lau Ko ghaTati Wahi baDhati Hai

KHarab Ho Gaya Jab Mere Jism Ka Kaghaz

Secondary Sidebar

Famous Poet

  • Adil Mansuri
  • Ahmad Faraz
  • Ahmad Nadeem Qasmi
  • Akbar Allahabadi
  • Akhtar Shirani
  • Akhtar-ul-Iman
  • Ali Sardar Jafri
  • Allama Iqbal
  • Ameer Minai
  • Asrarul Haq Majaz
  • Bahadur Shah Zafar
  • Bashar Nawaz
  • Bashir Badr
  • Dagh Dehlvi
  • Etibar Sajid
  • Faiz Ahmad Faiz
  • Firaq Gorakhpuri
  • Hasrat Mohani
  • Jaun Eliya
  • Jigar Moradabadi
  • Kaifi Azmi
  • Khumar Barabankavi
  • Majrooh Sultanpuri
  • Meer Taqi Meer
  • Mirza Ghalib
  • Muneer Niyazi
  • Nasir Kazmi
  • Nida Fazli
  • Pirzada Qasim
  • Qateel Shifai
  • Sahir Ludhianvi
  • Saleem Kausar
  • Shakeel Badayuni
  • Shahryar
  • Waseem Barelvi
  • Zafar Iqbal

Copyright © 2022 · Urdu Poet