• Skip to main content
  • Skip to secondary menu
  • Skip to primary sidebar
  • Skip to secondary sidebar
  • Contact
  • disclaimer
  • Privacy Policy
  • Terms of Use
Urdu Poet

Urdu Poet

Read the Classic Poetry

  • Ghazal
  • Nazm
  • Qita
  • Short Stories
You are here: Home / Ghazal / Jo shaKHs Rah Banata Raha daraKHton Mein

Jo shaKHs Rah Banata Raha daraKHton Mein

jo shaḳhs raah banata raha daraḳhton men

usi ko chhoḌ gaya rasta daraḳhton men

uchhal paḌa tha jab ik baar jhiil ka paani

badan chhupati phiri thi hava daraḳhton men

nikal to aa.i kiran aarzu ke jangal se

ulajh ke rah ga.i lekin qaba daraḳhton men

zamane bhar ki tamazat se tha sukun lekin

ajiib ḳhauf ka ehsas tha daraḳhton men

kahin charagh kahin a.ina kahin ḳhushbu

ravan hai koi ajab qafila daraḳhton men

Filed Under: Ghazal Tagged With: Urdu Poet

Reader Interactions

Leave a Reply Cancel reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *

Primary Sidebar

Poet Type

  • Classic Poet
  • Sufi Poet
  • Top Rated Poet
  • Women Poets
  • Young Poets

Popular Ghazal

Ajab Insan Hun KHush-Fahmiyon Ke Ghar Mein Rahta Hun

Jaane Kab Kaun bichhaD Jae KHabar Ho Ki Na Ho

Jitna Tahzib-E-Badan Se Main Sanwarta Jaun

Jhum Kar Gao Main Sharabi Hain

Ghar Ke Darwaze Khule Hon Chor Ka khaTka Na Ho

Secondary Sidebar

Famous Poet

  • Adil Mansuri
  • Ahmad Faraz
  • Ahmad Nadeem Qasmi
  • Akbar Allahabadi
  • Akhtar Shirani
  • Akhtar-ul-Iman
  • Ali Sardar Jafri
  • Allama Iqbal
  • Ameer Minai
  • Asrarul Haq Majaz
  • Bahadur Shah Zafar
  • Bashar Nawaz
  • Bashir Badr
  • Dagh Dehlvi
  • Etibar Sajid
  • Faiz Ahmad Faiz
  • Firaq Gorakhpuri
  • Hasrat Mohani
  • Jaun Eliya
  • Jigar Moradabadi
  • Kaifi Azmi
  • Khumar Barabankavi
  • Majrooh Sultanpuri
  • Meer Taqi Meer
  • Mirza Ghalib
  • Muneer Niyazi
  • Nasir Kazmi
  • Nida Fazli
  • Pirzada Qasim
  • Qateel Shifai
  • Sahir Ludhianvi
  • Saleem Kausar
  • Shakeel Badayuni
  • Shahryar
  • Waseem Barelvi
  • Zafar Iqbal

Copyright © 2022 · Urdu Poet