• Skip to main content
  • Skip to secondary menu
  • Skip to primary sidebar
  • Skip to secondary sidebar
  • Contact
  • disclaimer
  • Privacy Policy
  • Terms of Use
Urdu Poet

Urdu Poet

Read the Classic Poetry

  • Ghazal
  • Nazm
  • Qita
  • Short Stories
You are here: Home / Ghazal / Ban Gaya Hai Jism Guzre Qafilon Ki Gard Sa

Ban Gaya Hai Jism Guzre Qafilon Ki Gard Sa

ban gaya hai jism guzre qafilon ki gard sa

kitna viran kar gaya mujh ko mira hamdard sa

kya abhi tak us ka rasta rokti hai koi soch

mere hathon men hai us ka haath lekin sard sa

is tarah ghul-mil gaya aa kar na.e mahaul men

vo bhi ab lagta hai mere ghar ka hi ik fard sa

jazb tha jaise koi suraj hi us ke jism men

duur se vo sang lagta tha ba-zahir sard sa

aaj tak ankhon men hai manzar bichhaḌne ka ‘nasim’

pairahan mela sa us ka aur chehra zard sa

Filed Under: Ghazal Tagged With: Urdu Poet

Reader Interactions

Leave a Reply Cancel reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *

Primary Sidebar

Poet Type

  • Classic Poet
  • Sufi Poet
  • Top Rated Poet
  • Women Poets
  • Young Poets

Popular Ghazal

Muqable Ke Na Hum Dushmani Ke Qabil Hain

In Ke Aariz Pe Ashkon Ke Dhaare

akbar-allahabadi

Halqe Nahin Hain Zulf Ke Halqe Hain Jal Ke

Na Ai Dil Surat-E-shaiKH-E-Haram Diwana Ban Jaana

poet

Rahe Nau-Roz Ishrat-Afrin Josh-E-Bahaar-Afza

Secondary Sidebar

Famous Poet

  • Adil Mansuri
  • Ahmad Faraz
  • Ahmad Nadeem Qasmi
  • Akbar Allahabadi
  • Akhtar Shirani
  • Akhtar-ul-Iman
  • Ali Sardar Jafri
  • Allama Iqbal
  • Ameer Minai
  • Asrarul Haq Majaz
  • Bahadur Shah Zafar
  • Bashar Nawaz
  • Bashir Badr
  • Dagh Dehlvi
  • Etibar Sajid
  • Faiz Ahmad Faiz
  • Firaq Gorakhpuri
  • Hasrat Mohani
  • Jaun Eliya
  • Jigar Moradabadi
  • Kaifi Azmi
  • Khumar Barabankavi
  • Majrooh Sultanpuri
  • Meer Taqi Meer
  • Mirza Ghalib
  • Muneer Niyazi
  • Nasir Kazmi
  • Nida Fazli
  • Pirzada Qasim
  • Qateel Shifai
  • Sahir Ludhianvi
  • Saleem Kausar
  • Shakeel Badayuni
  • Shahryar
  • Waseem Barelvi
  • Zafar Iqbal

Copyright © 2023 · Urdu Poet