• Skip to main content
  • Skip to secondary menu
  • Skip to primary sidebar
  • Skip to secondary sidebar
  • Contact
  • disclaimer
  • Privacy Policy
  • Terms of Use
Urdu Poet

Urdu Poet

Read the Classic Poetry

  • Ghazal
  • Nazm
  • Qita
  • Short Stories
You are here: Home / Ghazal / Jo Samjhate Bhi Aa Kar Waiz-E-Barham To Kya Karte

Jo Samjhate Bhi Aa Kar Waiz-E-Barham To Kya Karte

majrooh-sultanpuri

jo samjhate bhi aa kar vaiz-e-barham to kya karte

ham is duniya ke aage us jahan ka gham to kya karte

haram se mai-kade tak manzil-e-yak-umr thi saaqi

sahara gar na deti laghzish-e-paiham to kya karte

jo mitti ko mizaj-e-gul ata kar den vo ai vaaiz

zamin se duur fikr-e-jannat-e-adam to kya karte

saval un ka javab un ka sukut un ka khitab un ka

ham un ki anjuman men sar na karte kham to kya karte

jahan ‘majruh’ dil ke hausle tuten nigahon se

vahan karte bhi marg-e-shauq ka matam to kya karte

Filed Under: Ghazal Tagged With: Top Rated Poet

Reader Interactions

Leave a Reply Cancel reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *

Primary Sidebar

Poet Type

  • Classic Poet
  • Sufi Poet
  • Top Rated Poet
  • Women Poets
  • Young Poets

Popular Ghazal

akhilesh-tiwari

Kabhi To dub Chale Hum Kabhi Ubharte Hue

Ba-Asani Kahin Shadan Dil-E-Nashad Hota Hai

Chamke Hue Hain Diwar-O-Dar Raunaq Hai Bazaron Mein

Gham Ke Baadal Phir Bhi Chhae Rah Gae

poet

Sar-E-dasht dil Jo Sarab Tha Koi Khwab Tha

Secondary Sidebar

Famous Poet

  • Adil Mansuri
  • Ahmad Faraz
  • Ahmad Nadeem Qasmi
  • Akbar Allahabadi
  • Akhtar Shirani
  • Akhtar-ul-Iman
  • Ali Sardar Jafri
  • Allama Iqbal
  • Ameer Minai
  • Asrarul Haq Majaz
  • Bahadur Shah Zafar
  • Bashar Nawaz
  • Bashir Badr
  • Dagh Dehlvi
  • Etibar Sajid
  • Faiz Ahmad Faiz
  • Firaq Gorakhpuri
  • Hasrat Mohani
  • Jaun Eliya
  • Jigar Moradabadi
  • Kaifi Azmi
  • Khumar Barabankavi
  • Majrooh Sultanpuri
  • Meer Taqi Meer
  • Mirza Ghalib
  • Muneer Niyazi
  • Nasir Kazmi
  • Nida Fazli
  • Pirzada Qasim
  • Qateel Shifai
  • Sahir Ludhianvi
  • Saleem Kausar
  • Shakeel Badayuni
  • Shahryar
  • Waseem Barelvi
  • Zafar Iqbal

Copyright © 2023 ยท Urdu Poet