• Skip to main content
  • Skip to secondary menu
  • Skip to primary sidebar
  • Skip to secondary sidebar
  • Contact
  • disclaimer
  • Privacy Policy
  • Terms of Use
Urdu Poet

Urdu Poet

Read the Classic Poetry

  • Ghazal
  • Nazm
  • Qita
  • Short Stories
You are here: Home / Ghazal / Haif dil Mein Tere Wafa Na Hui

Haif dil Mein Tere Wafa Na Hui

poet

haif dil men tire vafa na hui

kyuun tiri chashm men haya na hui

yaar ne nama-bar se khat na liya

meri khatir aziiz kya na hui

rah gaya duur tere kuche se

khaak bhi meri pesh pa na hui

kat gai umr meri ghaflat men

kuchh tiri bandagi ada na hui

dud-e-dil teri zulf tak pahunche

aah yaan tak miri rasa na hui

chashm-e-khun-khvar se ‘fughan’ dekha

dil-e-bimar ko shifa na hui

Filed Under: Ghazal Tagged With: Classic Poet

Reader Interactions

Leave a Reply Cancel reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *

Primary Sidebar

Poet Type

  • Classic Poet
  • Sufi Poet
  • Top Rated Poet
  • Women Poets
  • Young Poets

Popular Ghazal

poet

dekhiye Kitne Sukhan-Fahm Sukhan-War Aae

Hafiz Shirazi

Rozgarest Ke Sauda-e-Butan din-e-Man Ast

shad-azimabadi

Ghaflat Mein Hui Auqat Basar Ai Umr-E-Gurezan Kuchh Na Kiya

Dil Ke zaKHm Dikhaen Kya

akhtar-bastavi

Khamushi

Secondary Sidebar

Famous Poet

  • Adil Mansuri
  • Ahmad Faraz
  • Ahmad Nadeem Qasmi
  • Akbar Allahabadi
  • Akhtar Shirani
  • Akhtar-ul-Iman
  • Ali Sardar Jafri
  • Allama Iqbal
  • Ameer Minai
  • Asrarul Haq Majaz
  • Bahadur Shah Zafar
  • Bashar Nawaz
  • Bashir Badr
  • Dagh Dehlvi
  • Etibar Sajid
  • Faiz Ahmad Faiz
  • Firaq Gorakhpuri
  • Hasrat Mohani
  • Jaun Eliya
  • Jigar Moradabadi
  • Kaifi Azmi
  • Khumar Barabankavi
  • Majrooh Sultanpuri
  • Meer Taqi Meer
  • Mirza Ghalib
  • Muneer Niyazi
  • Nasir Kazmi
  • Nida Fazli
  • Pirzada Qasim
  • Qateel Shifai
  • Sahir Ludhianvi
  • Saleem Kausar
  • Shakeel Badayuni
  • Shahryar
  • Waseem Barelvi
  • Zafar Iqbal

Copyright © 2023 ยท Urdu Poet