• Skip to main content
  • Skip to secondary menu
  • Skip to primary sidebar
  • Skip to secondary sidebar
  • Contact
  • disclaimer
  • Privacy Policy
  • Terms of Use
Urdu Poet

Urdu Poet

Read the Classic Poetry

  • Ghazal
  • Nazm
  • Qita
  • Short Stories
You are here: Home / Ghazal / Jo Sair-E-Anjum-O-KHurshid Ka Irada Kiya

Jo Sair-E-Anjum-O-KHurshid Ka Irada Kiya

jo sair-e-anjum-o-ḳhurshid ka irada kiya

ghubar raḳht-e-safar aur junun jaada kiya

bahut se kaam kiye hain tiri talab men magar

ye kar-e-dard zarurat se kuchh ziyada kiya

faza-e-hosh-o-ḳhirad men baḌa andhera tha

so ham ne aankh men raushan charagh-e-bada kiya

baḌha jo gham kisi lamhe tiri juda.i ka

to ham ne jaan ke ziyan se bhi istifada kiya

vo rang-e-husn bhi saada tha samne apne

so harf-e-arz-e-tamanna bhi ham ne saada kiya

Filed Under: Ghazal Tagged With: Urdu Poet

Reader Interactions

Leave a Reply Cancel reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *

Primary Sidebar

Poet Type

  • Classic Poet
  • Sufi Poet
  • Top Rated Poet
  • Women Poets
  • Young Poets

Popular Ghazal

poet

Dil Ke Qirtas Pe Ek Lafz Mohabbat Likhna

shahnaz-nabi

Zamin Tham Gai Hai

poet

Aur Zara Kaj Meri Kulah to Hoti

Gardishon Se Yun Ubhar Jaane Ko Ji Chahta Hai

Nasib Ab Ke KHushi Be-Hisab Le Aaya

Secondary Sidebar

Famous Poet

  • Adil Mansuri
  • Ahmad Faraz
  • Ahmad Nadeem Qasmi
  • Akbar Allahabadi
  • Akhtar Shirani
  • Akhtar-ul-Iman
  • Ali Sardar Jafri
  • Allama Iqbal
  • Ameer Minai
  • Asrarul Haq Majaz
  • Bahadur Shah Zafar
  • Bashar Nawaz
  • Bashir Badr
  • Dagh Dehlvi
  • Etibar Sajid
  • Faiz Ahmad Faiz
  • Firaq Gorakhpuri
  • Hasrat Mohani
  • Jaun Eliya
  • Jigar Moradabadi
  • Kaifi Azmi
  • Khumar Barabankavi
  • Majrooh Sultanpuri
  • Meer Taqi Meer
  • Mirza Ghalib
  • Muneer Niyazi
  • Nasir Kazmi
  • Nida Fazli
  • Pirzada Qasim
  • Qateel Shifai
  • Sahir Ludhianvi
  • Saleem Kausar
  • Shakeel Badayuni
  • Shahryar
  • Waseem Barelvi
  • Zafar Iqbal

Copyright © 2023 · Urdu Poet